Header Ads Widget

Latest Poetry In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Latest Poetry In Urdu BIography

Source:- Google.com.pk
Aeay Kash Kaay Titly Ooudh Jati
Youn Baghoon Main Wo Chah Jati

Phir Choti Phirti Pholoon Ko
Youn RangWo Apna Bikhrati

Es Haray Bharay Gulshan Ko Wo
Youn Apnain Rang Say Chamkati

Nadani Thee Us Ki Apni
Oroon Kay Hath Na Aati

Aeay Kash Kaay Titly Ooudh Jati
Aeay Kash Kaay Titly Ooudh Jati
---***---
Unse Haal-E-Dil Kahoon Na Kahoon
Hai Bahut Mushkil Kahoon Na Kahoon

Jo Mere Waqt-E-Dafan Roya Hai Zar-Zar
Wahi Hai Mera Kaatil Kahon NaKahon

Poochon Na Poochon Tera Maazi Gard-E-Dasht
Tujhse Tera Mustaqbil Kahoon Na Kahoon

Tere Khilaaf Kya Hai Saajish-E-Toofaan
Tujhse Ae Yara ! Kahoon Na Kahoon
---***---
Mohabbaton mein agar koi rasm o raah nah ho
Sakoon tabaah nah ho zindagi gunaah nah ho

Kutch aetedaal bhi laazim haidill lagi key liey
Kissi sey pyaar agar ho to bepanaah nah ho

Iss ehtyaat sey mai terey saath chalta hon
Teri nigaah sey aagey meri nigaah nah ho

Mera wajood hai sachaaion ka aaina
Yeh aour baat keh mera koi gawaah nah ho
---***---
Gali Main Dard K Purze Talaash Karti Thi
Maire Khatoot K Tukre Talaash Karti Thi

Bhulae Koon Azyat PasandiyaanUs Ki
Khushi K Dhair Main Sadmey Talaash Karti Thi

Ajab Hijar Parasti Thi Uski Fitrat Main
Shajar K Toote Patey Talaash Karti Thi

Ghuma Phira K Judai Ki Baat Karti Thi
Hamaisha Hijar K Harbey Talaash Karti Thi

Duain Karti Thi Ujre Howe Mazaroon Par
Bare Ajeeb Sahaaray Talaash Karti Thi

Mujhe To Aaj Bataaya Hai Badloon Ne
Wo Laut Aane K Raaste Talaash Karti Thi
---***---
Agar Talaash Karuun Koii Mil Hii Jaayegaa
Magar Tumhaarii Tarah Kaun Mujhe Chaahegaa

Tumhen Zaruur Koii Chaahaton Se Dekhegaa
Magar Vo Aankhen HamaariiKahaan Se Laayegaa

Naa Jaane Kab Tere Dil Par Naii Sii Dastak Ho
Makaan Khaalii Huaa Hai To Koii Aayegaa

Main Apanii Raah Men Diivaar Ban Ke Baithaa Huun
Agar Vo Aayaa To Kis Raaste Se Aayegaa

Tumhaare Saath Ye Mausam Farishton Jaisaa Hai
Tumhaare Baad Ye Mausam Bahut Sataayegaa
---***---
Apni Nazroon Se Jo Gir Jaye Woh Chehra Na Bana
Mujh Ko Lamhe-A-Fursat Ka Khilona Na Bana

Saink’roon Rastey Hain Ajnabi HoJaney Ke
Tark Karna Hai Tou Talook Ka Bahana Na Bana

Jhoot Ehsaas Ki Qandeel Ko Boojha Deta Hai
Muhjey Insaan Samja Khud Ko Farishta Na Bana

Apni Yaadein Tu Mere Dil Main Basi Rehne Dey
Is Mehaktey Huay Gulzaar Ko Sehra Na Bana

Mein Tu Pehle Hi Zakhum Liye Phirta Hoon
Muhjey Aab Shehar Dard-E-Tamasha Na Bana

Thak Gaeen Hain Mere Ehsaas Ki Aakhain
Nqash-E-Deewar Per Aab Koi Afsana Na Bana
---***---
Sirf Dekhke Kisi Ko Dil Ki Baat Nahi Hoti
Mulakat Ho Phir Bhi Kabhi Barsaat Nahi Hoti

Janti HoonMain Kabhi Tumhari Na Ban Paungi
Phir Bhi Is Dil Mein Kabhi Raat Nahi Hoti
---***---
Phir saheloon ki dhoop main kinaray bhatak gaye,
Dukh ke saleeb pe woh gham kay maray bhatak gaye,

Sehraoon main bagola bankay raha uski talash main,
Jo rasta dekhatay thay woh sitaray bhatak gaye,

Raqeboon say kia gilla karain apnay bhi howay juda,
Qasmeen jo kha rahay thay woh piyaray bhatak gaye,

Hum ko umeed thi woh baharoon ko laien gay,
Jin pay thay takiya kartay woh saharay bhatak gaye,,

Duniya main sarpheroon ki nahi ab bhi koi kami,
Jo masoon thay woh ashiq baycharay bhatak gaye..
---***---
Us Ney Kaha Sun
Ehead Nibhaney Ki Khatir Mat Aana

Ehaed Nibhaney Waley Aksar
Majboori Ya Mahjoori Ki

Thakaan Sey Louta Kartey Hain
Tum Jaoo

AurDariya Dariya Piyaas Bhujaoo
Jin Aankhoon Main Dubo

Jis Dil Main Bhi Utro
Meri Talab Aawaz Na Degi

Lekin Jab Meri Chahat Aur Khuwahish Ki Lou
Itni Tez Aur Itni Oonchi Ho Jaey
Jab Dil Ro Dey
TAB LOUT AANAA
TAB LOUT AANA
---***---
mil bhi jate hain to katara ke nikal jate hain
haye mausam ke tarah dost badal jate hain

hum abhi tak hain giraftar-e-muhabbat yaro
thokaren kha ke suna tha ki sambhal jate hain

ye kabhi apni jafa par na hua sharminda
hum samajhate rahe pathar bhi pighal jate hain

umr bhar jin ke vafaon pe bharosa kije
waqt padane pe wohi log badal jate hain
---***---
Mere Charon Taraf Hai Dashat-E-Be Payan Kahan Ho Tum
Mere Mathay Pe Bosa Dene Wali! Kahan Ho Tum

Mujhe Jhulsa Rahi HaiZindagi Ki Dhoop Barsoon Se
Meri Umeed, Meri Zeesat Ke Saman Kahan Ho Tum

Kharashain Daal Di Hain Dil Ke Aaine Pe Duniya Ne
Mere Har Dukh, Har Dard Ka Darman Kahan Ho Tum

Main Thak Kar Girne Wala Hoon Mujhe Aaghosh Main Ley Lo
Tahaqub Main Hai Mere Ghardesh-E-Doran Kahan Ho Tum

Mere Woh Dost Khush Qismat Hain Jin Ki Main Zinda Hain
Meri Nazroon Main Sara Shaher Hai Veeran Kahan Ho Tum
Kahan Ho Tum?
---***---
Rishta Banao To Dhoka Mat Dena
Kisi Ko Ansoo Ka Tohfa Mat Dena

Dil Se Roye Koi Tumhe YaadKarke
Aisa Kisi Ko Tum Moka Mat Dena
---***---
Tumako Dekhaa To Ye Kayaal Aayaa
Zindagii Dhuup Tum Ghanaa Saayaa

Aaj Phir Dil Mai EkTamannaa Kii
Aaj Phir Dil Ko Hamane Samajhaayaa

Tum Chale Jaaoge To Sochenge
Hamane Kyaa Khoyaa, Hamane Kyaa Paayaa

Ham Jise Gunagunaa Nahiin Sakate
Vaqt Ne Aisaa Giit Kyuun Gaayaa

Post a Comment

0 Comments