Header Ads Widget

Urdu Poetry Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Poetry Biography

Source:- Google.com.pk

 Dil Ki Dhadkan Se Ehsaas Tumhara Hota Hai
Thame koi hath to wo hath tumhara hota hai
chalti hai hawayein to wo pyar tumhara hota hai
meri jaan meri har baat me ab sirf zikar tumhara hota hai
---***---
Dil Ki Ek Ek Dhadkan
Dil ki ek ek dhadkan pe
Sanson ke aane jane pe
Lahoo ke ek ek qatre pe
Tera naam likha hai main ne
Us unmit sy’yahi se
K tera naam to mit na paye ga
Ye banda hi mit jaye ga !!
Ye banda hi mit jaye ga !!
---***---
Likhi Hai Ye Ghazal “SIRF TERE LIYE”
Dewane Bane B To “SIRF TERE LIYE”
Kisi Ko Nahi Dekhengi Ab Ye AANKHEN,
Nazren Tarsengi B To “SIRF TERE LIYE”
Hr Saans Me Yaad Karunga Tujhe
Ye Saans Niklegi B To “SIRF TERE LIYE”
Hr Pyar Se Pyary Lagty Ho Tum Mujhe
Mene Pyar Sikha B To “SIRF TERE LIYE”
Jab B Barish Hui To Teri Yaad Aai.
Aur Barish Me Bheega B To “SIRF TERE LIYE”
Hansi To Mere Labon Se Rooth Gai
Magar Jis Roz B Roya To “SIRF TERE LIYE”
---***---
Mere Zarf Ka Ye Qaso0r Tha Main Dard-e-Dil Na Chupa Saka,
Mare Zarf Ne Bhi DaGha Dia Main To Zarf Bhi Na Bacha Saka,
Mara Nafs Ik Alaao Tha Meri Ro0h Tak Ko NiGal Gaya,
Main Khawhishon K Is Alaao Ko Na Jala Saka Na Bujha Saka,
Jo Di Dostoon Ne Aziyatain, Thi Wo Dushmano Ki Anayten,
Main Tamam Umar Darta Raha Koi Dost Phir Na Bana SakaH
Mujhe Muflasi Ne Thaka Dia,
Mere Walwalon Ko Sula Dia,
Mujhe LouG Ye Keh Kar Juda Ho0wy Ye To Kuch Bhi Na Bana Saka
---***---
Bin Bataye Na Jane Kiyu Os Ne Doori Kar De
Bhichar k mujh Se Os Ne mohabbat Adhoori Kar De

Mere Mukadar Main Ghum aaye To Kiya howa?
KHUDA ne Os Ki Khuwahish To Poori kar De…….!
---***---
Ye Kamyabian, Izzat Ye Naam Tum
Se Hai
Khuda Ne Jo Dya Hai Maqam Tum
Se Hai
Tumhary He Dam Se Hai Mery
Lahoo Main Khilty Gulab
Mery Wajood Ka Sara Nizam Tum
Se Hai
---***---
Teri khushboo har saans me sama lenge,
Ashk jo nikle tumhare apne hothon se pee lenge,

Hame dhadkan ki kya zaroorat hai,
Tere dil me pyar bankar har lamha dhadak lenge
---***---
Sadyoun Se Ek Sapna Hy.
Kaho Pura Kro Gi Tum ?
Bhool Jao Mere Siwa Sub Kuch.
Kaho Aisa Kro Gi Tum ?
Nhi Kuch Aur Tamana Ab.
K Bus Meri Ho Jao Tum.
Kbi Na Chhor K Jao Gy.
Kaho Aisa Kro Gi Tum?
Fqt Ek Lafz Sun’ne Ko.
Kayi Barso’n Main Tarsa Hon.
Muje Apna Bna Lo Tum.
Kaho Aisa Kro Gi Tum ….
---***---
Yon Usay IshQ K Janjhat
yon usay IshQ k Janjhat se rahai de De,
1 he Lafz mAin sadion ki Judai De De,

Azmaish Thi k Hm Dil k Sakhi Kitne Hain,
Hum Ne khairaat mAin us but ko Khudai Day De,
---***---
be Shak Nibha Sake Ga Na Wadey Kie Howe
likin Yeh Dil Wafa Ke Irade Kie Howe
may Janta Hoon Dost Ke Rasmo Ke Khil May
pore Na Kar sakoge Tum Wade Kie Howe
sachai Ki Jhang May Hara Hoon is Liye
har Dost Samne tha Peyade Kie Howe
chahonga Youn K De Ga Zamana Meri Misal
eik Shakhs Mar Gaya Irade Kie Howe..
---***---
Log Mujh Se Mil Kar Bichar Jate Hain,
Is Liye Main Logon Se Door Rehta Hon,
Mat Samjho K Aate Nahi Adaab-e-Mulaqat Muje,
Khaloos Ka ghulam Hon Aadat Se Majboor Rehta Hon,
Jin Se Barha Mera Rabta Gham Hi Mila,
Ab Rabta Nahi Barhata Bohat Masroor Rehta Hon,
Log Muje Kehte Hain Be’Murawat Or Khud Gharz,
Kitne ache Namon se
Mashoor rehta hon,
Har Wqt Khoya Rehta Hoon Khud Ki Talash Main ”
Buhat Thak Gaya Hoon ‘Apno Sy
Door Rehta Hoon.
---***---
Mumkin nahi shab-o-rooz ka aik hona

chahat teri meri deewangi apni jagah
Mumkin nahi shab-o-rooz ka aik hona

Goo kafi nahi pyarr mai lamhoon ka milan
Hota hai ajaam-e-ulfat roohon ka aik hona

Bikhrey hathon ko samait kyon nahi letey
Mushkil buhat hai Urooj-o-zawaal ka aik hona

Aab bhi yaad atey hain beetey hoye pal
Wo zulfon ka bikhrana or nazron ka aik hona

Aik hi hotey hain aksar rastey humarey
ZAROORI NAHIN MAGER, MANZIL KA IK HONA
---***--- 
Likho asi kahani jo
hemesha yad reh jaye
Marey anso bahey itney
k sab koch sath bah jaye

Sono kooch tarz asi do
K jis sey dil bhi bhar aye
Agar tafseer parkho to
Mohabat Afsana Kahlaye

Koi Oonwan eysa do
K jis sey ilm zahir ho
Or jab oon lafzo ko Palto
Tumhara naam ban jaye
---***---
pochnay walay ..
tujhay kaisay batayin hum
dukh ibarat tu nahe , ju tujhay ko likh bhaijain
yai kahani bhe nahe hay , kai sonayin tujhko ..
na koi baat hay aissi kai batayin tujhko ko
zakum ho tu tairay nakhon kai hawalay ker dain ..
aaeena bhe nahe hay kai dikhayin tujhko ..
tu nay pocha hay ..
mager kaisay batayin tujhko ? ..

Post a Comment

0 Comments