Shayari Urdu Biography
Source:- Google.com.pkTumhe Ab Bhul Hi Jae To Acha Hai
Ye Fasle Aur Bhi Badh Jae To Acha Hai
Tumari Chahtein Hum Ko NahiHasil
To Ab Gair Hi Ban Jaye To Acha Hai
---***---
Woh Kaath Ke Purze Ura Raha Tha
Hawaoon Ka Rukh Dikha Raha Tha
Kuch Aur Bhi Ho Gaya Numaayan
Main Apna Likha Mita Raha Tha
Wo Ek Din Ek Ajnabi Ko
Meri Kahani Suna Raha Tha
---***---
Ghamon Main Hasnay Walon Ko Rulaya Nahin Jata
Lahroon Say Pani Ko Hataya Nahin Jaata
Bananay Walay Ban Jatay Hain Apnay
Kisi KoKeh Ker Apna Banaya Nahin Jata
---***---
Unki Yaad Me Jeena Ajib Lagta Hai
Dhire-Dhire Se Pighalna Ajib Lagta Hai
Duniya Ke Badalne Se Farq NahiPadta
Bus Kuch Apno Ka Badalna Ajib Lagta Hai
---***---
Ye Dil Bhi Ajib Hai,Gairo Ko Apna Banana Chahta Hai
Jo Rishta Naamumkin Saa Hai,Use Hi Apnana Chahta Hai
Koi Hota HaiJo Yaad Rehkar Bhi Yaad Nahi Karta
Aur Ek Hum Hai Jo Roz Yaad Karke Bhi Use Bhuana Chahte Hai
---***---
Be-Karaan Tanhaayion Ka Silsila Reh Jaaye Ga
Tere Mere Darmiyaan, Bas Ik Khalaa Reh Jaaye Ga
Aks Beh Jaayein Ge Saaray DhoopKe Sailaab Mein
Aur Koi Paanion Mein Jhaankta Reh Jaaye Ga
Mujh Ko Mere Hamsafar Aisa Safar Darpaish Hai
Raasta Kat Bhee Gaya Tou Faasla Reh Jaaye Ga
Loog So Jaayein Ge Khamoshi Ki Chaadar Orh Kar
Chaand Soonay Aanganon Mein Jaagta Reh Jaaye Ga
Jo Kubhi Os Ne Parheen Theen Mujh Se Nasir Maang Kar
Naam Mera Un Kitaabon Mein Likha Reh Jaaye Ga

Re Mere Rishte Ko Kya Naam Du,
Yeh Naam Du Ya Woh Naam Du,
Is Duniya Ki Bhid MeiNaam Ho Jate Hai Badnaam,
Kyun Na Apne Rishte Ko Benaam Hi Rehne Du…
---***---
Tumse Doori Ka Ehsaas Jab Satane Laga
Tere Saath Guzra Har Lamha Yaad Aane Laga
Jabbhi Tumhe Bhulne KiKoshish Ki
Ae Dost Tu Dil Ke Aur Paas Aane Laga
---***---
Dard Me Koi Mousam Pyara Nahi Hota,
Dil Ho Pyasa To Pani Se Gujara Nahi Hota.
Koi Dekhe ToHumari Bebasi,
Hum Sabhi K Ho Jate Hain
Par Koi Humara Nahi Hota.

Soch Samajh Lena Qadam Utha Ne Se Phahlay
Kahein Kho Na Jaao Manzil Aanay Se Phahlay
Moukhlis Dost Se Mahroom Ho NaJao Kahein
Ye Soch Lena Usay Azmanay Se Phahlay
Tumharay Seenay Mein Bhi Dharkta Hai Aik Dil
Ye Soch Lena Kisi Ka Dil Dukhane Se Phahlay

Ansu na hote to ankhen itni khubsurt na hoti,
dard na hota to khushi ki keemat na hoti,
agar mil jata koichahne se
to dunia mein upparwale ki jarurt na hoti.
---***---
aad mein teri aankhe bharta hai koi,
har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,
maut to sachai hai aani hai,
lekinteri judaai mein har roz marta hai koi….! i miss u..
---***---
Phir Satao Ke Satane Mein Maza Aata Hai
Rooth Jao Ke Manane Mein Maza Aata Hai
Apna Kah dena Kisi Ko BariBaat NAhi
Apna Kah Kar Nibhane Mein Maza Aata Hai
---***---
Kai Baar Jaan Bujh Kar Dil Toda Uska
Shayad Ab Wo Faisla Kar Le Juda Hone Ka
Par Har Baar Wo PaasAate Gaye
Meri Galtiyon Ko Apna Banate Gaye
---***---
Tor Do Na Wo Qasam Jo Khai Hai
Kabhi Kabhi Yad Karlene Mai Kya Burai Hai
Yad Ap KoKiye Bina Raha Bhi To Nahi Jata
Dil Mai Jaga Apne Aisi Jo Banai Hai

Jab Bhi Teri Yaad Aati Hai Naam Likhta Hon
Jab Takya Per Ser Hota Hai Mahsoos Karta Hon
Ya Rab De UnKo Sabre Jameel Or
Humko Chain Woh Juda Huwe Hain Jab Se Na Hai Kisi Ko Sukoon
---***---
‘Ussi
Jaga Par Khari Hoon
Jahan Woh Bichra Tha
Suna
Hai Jab Se Ke Mosam
Palat Ker Aate Hein
---***---
Uljhi Hwi Baat Ko Suljhane Ki Zid Na Karo
Jo Na Ho Apna Use Apnane Ki Zid Nakar
Is Samandr Mai ToofanBohat Ata Hai
Is Ke Sahil Pe Ghr Banane Ki Zid Na Kar
---***---
Palkon Main Qaid Kuch Sapne Hain,
Kuch Bayganay Kuch Apne Hain,
Na Janay Kia Kashish Hai In Khayalon Main,
Woh Ghair Ho K Bhi Kitnay Apne Hain…
---***---
Udas Lamhon Ka Na Koi Malal Rakna
Tofan Mein Bhi Wajod Sambhal Rakna
Kisi K Liye Shart-e-Zindagi Tum Ho
Kisi Ki Khatir ApnaKhayal Rakna
---***---
Ye Nahi Gam Ke Qasam Apni Bhulai Tum Ne
Gam Te Ye Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tum Ne
Koi Ranjish Thi Ager Tum Ko To Mujh Se Kehte
Baat Apas Ki Kiun Sab Ko Batai Tum Ne
---***---
Kab Kon Kisi Ka Hota Hai
Sub Choote Rishtey Naate Hai
Sub Dil Rakhney Ki Batein Hai
Sub Asal Roop Chupatey Hai
Mohabbat KeKhali Log Yaha
Lafzo Ke Teer Chalete Hai
Ek Bar Nigahon Mai Agar
Phir Sari Zindagi Rulate Hai
Woh Jis Ne Diya Hai Asshk Humey
Ab Woh Hi Hum Ko Bhool Jatey Hai
---***---
Is Anjnabi Duniya Mein,Akela Ek Khawaab Hu
Sawaalo Se Khafa,Chhota As Jawaab Hu
Jo Na Samjh Sake,Unke Liye “KOUN”
Jo Samajh Chuke,Unke Liye Kitaab Hu
Duniya Ki Nazar Mein,Jaane Kyu Chubha As
Sabse Nashili Aur Badnaam Sharaab Hu
Sar Uthakar Dekho,Wo Dekh Raha Hai Tumko
Jisko Na Dekha Usne,Wo Chamakta Aaftab Hu
Dil Se Poochoge,To Dard Ka Sailaab Hu

0 Comments