Header Ads Widget

Full Sad Poetry In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Full Sad Poetry In Urdu  Biogaraphy

Source:- Google.com.pk

Meri Zindagi Ko Ek Tamasha Bana Diya Usne
bhari mehfil main tanha batha diya usne

aisi kya thi nafrat usko is masoom dilse
khushiyan chura kar ghum thama diya usne

bohut naaz tha uski wafa pe kabhi hum ko
mujh ko hi meri nazron main gira diya usne

khud bewafa tha meri wafa ki kya qadar karta
anmol tha main khaak main rula diya usne

kisi ko yaad karna tho uski fitrat main shamil nahi
hawa ka jhonka samaj kar bhula diya usne
--***--
Anjana Sa Ik Dar Laga Rehta Hy
Koi saya jo mujko ye kehta hy
Kahin or na bus jaye jo try dil me

Tery jism, tri roh me bsa rhta hy
Koi saya jo mujko ye kehta hy

Tu jiski mohbt ka talabgar hy
Jis sy tujko tujsy zyada pyar hy

Kab tak chhupa payo gy zmany sy

Jo nam tri zuban py sda rhta hy
Koi saya jo mujko ye kehta hy

Us k bin kaisy din tm guzaro gy
Bikhri chahtin kaisy sanwaro gy

Wo nam mitaao gy kis tarha tm
Phool bn kr tery dil py sja rehta hy

Koi saya jo mjko ye kehta hy
Tery aanso tri uljhan sb kya hy

Mohbbat me jaisy koi fana hy
ALI kb tak wo ghum seh payo gy

Jo try dil me har lamha dba rhta hy
Koi saya jo mujko ye kehta hy 
--***--
SUNA HAI YAD KARTE HOO
Key jab bhi shaam dhalti hai
Hijr main Jaan jalti hai
Tum apni raat ka aksar sukoon barbaad krtay ho.
Suna hai yad krtay ho

Jab panchi loat ate hain
Ghamo ke geet gate hain
"Suno! tum lout aao na" yehi faryad krte ho
Suna hai yaad krtay ho.

Sitaare jab falak pe jagmagate hain
Woh beetay hoe pal khob rulate hain.
Tum us dam apni aankhon main
Mjhe Aabad krtay ho,
Suna hai yaad krtay ho
Mjhe tum yaad krtay ho. 
 --***--
BATEIN PURANI SOCHNA
Joo aadhoori reeh gaayi thi kaahani sochna
Beth ker tanha faqat baatein purani sochna

Jab kisi sahil pe aajaye meri yaad tumhain
Kyun jazeeron ki taraf rehta hai paani sochna

Tum agar bicharne per Khush ho to yun hi sahi
Beth ker tanha faqat shaamein purani sochna

Jab kabhi likhna kahani zeest ke mauzu pe tum
Kyun badal jaate hain lafzon ke maa'yne sochna. 
 --***--
Seeny Se Laga K Kaha Kerti Thi Maa Mujh Ko
to laaal hai na sata mujh ko

pachtaye ga ik din jab main chali jaun gi
na chahty hue bhi akela choor jaun gi

zamana dikhaee ga garmi ki shiddat tujh ko
yaad kerke roye ga tu phir mujh ko

muddaT se meri maa ne seeny se nahin lagaya a
ab so gayi khaak main jab kuch kehny ka waqt aya 
 --***--
 Kabhi Bhulayo Gy Nahi
Karo wada kih mujhy kabhi bhulayo gy nahi
Jo sath chaly ho to sath chhor jayo gy nahi

Mery chehry ko jo naya roop dia hai
To muskarahat dy kar kabhi rulayo gy nahi

Jo tum khud bulayo mujhy kahin aa milny ko
Thukra kar jany ka kaho,phir bulayo gy nahi

Tum faisla kar lo abhi, pyar kar lo abhi
Waqt guzar gya to kuch teh kar payo gy nahi

Jo ALI ka sath chhor jany ko bazid ho tum
To chhor kar mujhy phr kabhi pachhtayo gy ni
--***--
Saari Umar Jis Ko Ma
Woh skeks ek pel k liye bhi meri geliyo say na guzra
Sari umar jis ko ma apna pata daita reha

Hesret rehi ke kash woh ek pel hi mukura day
Sari umar jis ko ma ro ro k sada daita reha

Hesret rehi ke kash woh bedua hi day day
Sari umar jis ko ma dil say dua deta reha

Shaid woh sheks andhero ka tha pujari
Sari umar jis ko ma chiragh e shama daita reha. 
--***--
 Har Haseen Shaam Ko Main Nay Tanha Reh K Dhaltay Dekha
Har haseen shaam ko maine tanha rehke dhalte dekha
Na aaye tum kabhi, maine bas waqt ko nikalte dekha

Kuch chiraag jalaaye the is ummeed me ki tum aaoge
Ummeed ke chiraagon ko maine har ghadi jalte dekha

Thaamaa tha kabhi mera haath, kuch kasme khaayi thi
Kasme toot gayi aur maine us haath ko fisalte dekha

Kehte ho ki maine chhoo ke tumhe kohinoor kar diyaa
Maine waqt ke saath heere ko mitti me badalte dekha

Mohabbat jaisa hasi inaam paake log bhul jaate hain
Tor Ke dil chaahat me kai logon ko maine chalte dekha

Kai baar farebi aansuon ko aankhon se nikalte dekha
Cchot khaake sakht paththaron ko maine pighalte dekha

Jab saath tha main tumhaare tumne meri qadar nahi ki
Maine har roz tumhaari mohabbat ko bas badalte dekha

Har haseen shaam ko maine tanha rehke dhalte dekha
Na aaye tum kabhi, maine bas waqt ko nikalte dekha__!!

Post a Comment

0 Comments