Best Sad Urdu Poetry Biogaraphy
Source:- Google.com.pkUs Bewafa Ka Shehar Hay Or Hum Hein Dosto…
Ashk-e-rawaan Ki Nehar Hay Or Hum Hein Dosto…
Sham-e-alam Dhali To Chali Dard Ki Hawa….
Ratoon Ka Pichla Pehar Hay Or Hum Hein Dosto…
Ankhoon Mein Urr Rahi Hay Lutti Mehfiloon Ki Dhool…
Ibrat Bara-e-Dahar Hay Or Hum Hein Dosto…
Ye Ajnabi See Manzilein Or Raftagaan Ki Yaad…
Tanhayoon Ka Zehar Hay Or Hum Hein Dosto…

--***--
"Mohabbat Na Rahe Tou Phir
Raha Kuch Bhi Nahi Kerta"
"K Itni Taiz Aandhi Main
Bachaa Kuch Bhi Nahi Kerta"
"Wo Mujh Ko yaad Rakhna
Ab Gawara Hi Nahi Kerta"
"Main Jis Ko Yaad Rakhne
K Siwa Kuch Bhi Nahi Kerta"
"Kaha Tha Tujh Se Nadaan
K Zulm Ki Taiz Baarish Main"
"Siwaye Kachy Makano’n k
Gira Kuch Bhi Nahi Kerta
--***--
Mein Is Hisaar Se Nikluun Tou Kuch Aur Sochuun
Tumhaaray Pyaar Se Nikluun Tou Kuch Aur Sochuun
Teri Gali Ke iLaawa Bhee Aur Qirye Hain
Jo Is Dayaar Se Nikluun Tou Kuch Aur Sochuun
Tumhaaray Hijr Ki Sadyaan Tumhaaray Vasl Ke Din
Mein Is Shumaar Se Nikluun Tou Kuch Aur Sochuun
Racha Howa Hai Tera Ishq Meri Pooron Mein
Mein Is Khumaar Se Nikluun Tou Kuch Aur Sochuun
Ye Mera Jism Ke Maatam Saraa-e-Hasrat Hai
Mein Is Mazaar Se Nikluun Tou Kuch Aur Sochuun
Ye Mujh Mein Kon Mere Raat Din Sambhaalta Hai ?
Is Ikhtiyaar Se Nikluun Tou Kuch Aur Sochuun
Tumhaari Jism Ki Khushbuu Ne Kardia Mas-hoor
Is Aabshaar Se Nikluun Tou Kuch Aur Sochuun
Ye Be-Qaraari Meri Rooh Ka Ujaala Hai
Mein Is Qaraar Se Nikluun Tou Kuch Aur Sochuun_______!!

Tumhari Marzi
Hamari hastee mita rahay ho tumhari marzi
nishan e ibrat bana rahay ho tumhari marzi
meray jighar mai jafa k khanjar utar kar tum
wafa k naghmay suna rahey ho tumhari marzi
tumhari khatir jo sari dunya ko chhorh aaya
usee say daman chhurha rahay ho tumhari marzi
meri umeedo’n k ashyanay ujharh kar tum
kisi ki dunya basa rahay ho tumhari marzi
tumhara deedar ikk bahisht e nazar hai lekin
tum apna chehra chhupa rahay ho tumhari marzi

Ek Raat Hui Barsaat Bahut
Main Roya Saari Raat Bahut
Har Gham Tha Zamaane Ka Lekin
Main Tanha Tha Us Raat Bahut
Phir Aankh Se Ek Saawan Barsa
Jab Sehar Hui To Khyal Aaya
Woh Baadal Kitna Tanha Tha
Jo Barsa Saari Raat Bahut____!!
Ek Raat Hui Barsaat Bahut
Main Roya Saari Raat Bahut
Har Gham Tha Zamaane Ka Lekin
Main Tanha Tha Us Raat Bahut
Phir Aankh Se Ek Saawan Barsa
Jab Sehar Hui To Khyal Aaya
Woh Baadal Kitna Tanha Tha
Jo Barsa Saari Raat Bahut____!!
--***--
Ye Shehar Ki Galiyaan Aur Raat K Sanatey
Hein mujh ko ye bohat hi daratey
Hein mujh ko ye bohat hi daratey
Chor ker janay walay lout aao tum
Tujhy kia khabar kesy hein hum ye din guzar patay
Dasney lagti hai shehr ki tanhai hum ko
Jab hum in raston per hain jatay
Tu kiun nahi ata hum ko milney
Kia tujhy wo guzrey huay din yaad nahi atay
Kash kabhi hum ye kar saktey ‘Gul’
Teri tarha hum bhi tujh ko bhula patay___!!
--***--
Shaam e Gham Ki Qasam
Aaj GhamgEen Hain Hum
Aa Bhe Jaa Aa Bhe ja Aaj Meray Sanam
Dil PreShan Hai Raat Veeraan Hai
Dekh Ja Kis Trah Aaj tAnhA Hain Hum
Shaam e Gham Kii Qasam
Khail Kaisa Jo PehlOo Mein tOo Hi Nahien
Maar Dalay Na dArd e jUdaii Kahien
Rut HaSEen Hai To Ko Kya Chandni Hai To Kya
Chandhi Zulam Hai Or jUdaii Sitam
Shaam e Gham Ki Qasam
Ab To Aaja K Ab Raat Bhe So Gaii
Zindgi Gham K Sehraon Mein Kho Gaii
DhOondhatii Hai Nazar tOo Khaan Hai Magar
Dekhtay Dekhtay Aaya AankhOn Mein Nam
Shaam e Gham Ki Qasam______!!

Bahaar Rut Me Ujaar Raste Taka Kro Ge
Bahaar Rut Me Ujaar Raste
Taka Kro Ge To Ro Paro Ge
Kisi Se Milne Ko Jab Bhi Mohsin
Saja Karo Ge To Ro Paro Ge
Tumhare Wawdon Ne Yar Mujh Ko
Tabah Kia Hai Kuch Is Tarha Se
K Zindgi Me Jo Phir Kisi Se
Dagha Karo Ge To Ro Paro Ge
Main Janta Hun Meri Muhabbat
Ujaar De Gi Tumhe Bhi Aise
K Chaand Raaton Me Ab Kisi Se
Mila Karo Ge To Ro Paro Ge
Barasti Barish Me Yad Rakhna
Tumhe Sataein Gi Meri Aankhain
Kisi Wali K Mazaar Par Jab
Dua Karo Ge To Ro Paro Ge...!
Bahaar Rut Me Ujaar Raste
Taka Kro Ge To Ro Paro Ge
Kisi Se Milne Ko Jab Bhi Mohsin
Saja Karo Ge To Ro Paro Ge
Tumhare Wawdon Ne Yar Mujh Ko
Tabah Kia Hai Kuch Is Tarha Se
K Zindgi Me Jo Phir Kisi Se
Dagha Karo Ge To Ro Paro Ge
Main Janta Hun Meri Muhabbat
Ujaar De Gi Tumhe Bhi Aise
K Chaand Raaton Me Ab Kisi Se
Mila Karo Ge To Ro Paro Ge
Barasti Barish Me Yad Rakhna
Tumhe Sataein Gi Meri Aankhain
Kisi Wali K Mazaar Par Jab
Dua Karo Ge To Ro Paro Ge...!
--***--
Humein Ab Kho K Kehti Hai Mujhe Tum Yaad Aty Ho
Kisi Ka Ho K Kehti Hai Mujhe Tum Yaad Aty Ho
Samandar Thi To Zor-O-Shor Se Lehrein Bahati Thi
Ab Qatra Ho K Kehti Hai Mujhe Tum Yaad Aty Ho
Bayaan Karte Jo Hal-E-Dil To Yunhi Muskura Deti
Wohi Ab Ro K Kehti Hai Mujhe Tum Yaad Aty Ho
Na Poocho Us Sang-Dil Ki Bad-Naseebi Ka Aalam
K Sab Kuch Kho K Kehti Hai Mujhe Tum Yaad Aty Ho..

Soch Lena Chahiye
Bicharne Se Zara Pehle
Tumhe Bhi Soch Lena Chahiye Tha
Tumhe Bhi Soch Lena Chahiye Tha
Ke Yoon Chahat Ko Thukraya Nahi Karte
Ke Yoon Anjaan Ban Kar Chain Se Jeena Hamare Waste
Mumkin Nahi Hoga
Tumhe Bhi Soch Lena Chahiye Tha
Ke Wo Batein Jo Hum Ik Dosre Se Kar Chuke Hain
Ab Kabhi Wapis Na Aaein Gi
Ke Har Lamhe Jo Hum Ek Dosre Me Ji Chuke Hain
Phir Kabhi Zinda Nahi Hoo Ge

0 Comments