Header Ads Widget

La ilaha illallah Allama iqbal lyrics - Allama iqbal poetry la ilaha illallah - Allama iqbal poetry

La ilaha illallah Allama iqbal lyrics - Allama iqbal poetry la ilaha illallah - Allama iqbal poetry

La ilaha illallah Allama iqbal lyrics - Allama iqbal poetry la ilaha illallah - Allama iqbal poetry


Khudi Ka Hai Sir-e-Nihan Laila Ha illallah
Khudi Ha Teeg-e-Fasaan Laila Ha illallah

Ye Door Apne Braheem Ki Tlash Mein Ha
Sanam Kudah Hai Jahan Laila Ha illallah

Kiyaa Hai Tune Mataa-e-Garoor Ka Soda
Fraib Sood-o-Zyaan Laila Ha illallah

Ye Maal-o-Dolat-e-Dunia Ye Rishta-e-Pewand
Butan-e-Waham-o-Gumaan Laila Ha illallah

Khird Howi Hai Zaman-o-Makan Ki Zunnari
Na Hai Zmaan Na Makaan Laila Ha illallah

YE Naghma Fasla-e-Gul-o-Lala Ka Nahi Paband
Bahaar Ho Kay Khizaa  Laila Ha illallah

Agarchey Buut Hain Jamaat Ki Astinoo Mein
Mujhy Hai Hukm-e-Azaan Laila Ha illallah


Dr Allama Mohammad iqbal (RA)

This is Best ever Kalaam od Allama Mohamad iqbal this kalaam only dedicated Allah.This is Allama iqbal one of the best urdu poetry.This Poetry book of iqbal zarb-e-kaleem 005.this is my favoroit shayari.this kalaam all time famouse because this all kalaam dedicated to Allah.Allama iqbal is a biggest islami poet in 1400 years history.i Love iqbaaal all kalams and naat.iqbal born is 9 November 1876 and death is 21 April 1938.
iqbal ka e bohat khubsurat kalam hai jo onho ne roo ro kar likha hoga kyo kay iqbal kay es kalaam mein bohat dard chupa hai aur har lafz rooh taza karti ha mujhy es kalaam ki khubsrti ye lagti hai kay jese iqbal har lafz kay sath kehna chah rahe ho kay Allah He Allah aur es mein koi shak nahi Kay qbal Allah se kitni Mohabbat krte thay mager iqbal ne wo bayan kar kay dhikhai kisi had tak Subhanallah Allah iqbal ko jannat me ala muqam ata kre Ameen. 

Post a Comment

0 Comments