Header Ads Widget

So Sad Poetry Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

So Sad Poetry Urdu  Biography

Source:- Google.com.pk

Dil Jo Toot Gaya To
Dil Jo toot Gaya To Feriyad Kero Ge Tum
Hum Na rahe To Hamain Yaad Kero Ge Tum
Aj To Kehte Ho Waqt Nahi Hai
Phir Ek Din Mere Liye Waqt Se Fariyad Kero Ge Tum
---***---
Us K Hathon Main Hina,Paon Main Payal Hogi.
Aik Dewar Magar Beach Main Hayal Hogi.
Us K Jalwoon K Bohat Pass Main Honga.
Lakin Wo Kisi Or Ki Taqdeer Ka Hasil Hogi.
Surkh Kaproon Say Sajay Tar Na Mery Hongy.
Us Ki Aankhoon Main Mery Pyar Ki Jhilmil Hogi.
Jaty Jaty Wo Mujy Pyar Say Dakhy Gi Jab.
Roty Roty Wo Meri RohMain Shamil Ho Gi.
Mujy Say Wo Dor Bohat Dor Chali Jayee Gi.
Ya Kaahani Bhi Sara-e-Bazam Mukamil Hogi.
---***---  
Aj Ehsas Ke Daman Me
aj ehsas ke daman mein aansu gira ke dekhiye
pyar kitna sachcha hai dil laga ke dekhiye
aapko bhul ke kya hogi is dil ki halat
kisi aaine pe paththar gira ke dekhiye
---***---
Tujh Se Shikwa To Nhi
Tujh se shikwa to nhi mgr ay likhnay walay
Tu ne mukadar mra bra ajeb likha hai

Umar bhr na mita saky jis se durian
Us shakhs ko dil k boht qreb likha hai.
---***---
Ek Jesi Lagti Hai Churiyan Bhi Larkiya Bhi
Hansti Hai khankti Hai Churiyan Bhi Larkiya Bhi

In Ke Torne Walo Ko Ehsaas Tak Nai Hota
Bikhr Ker Kab Sambhlti Hai Churiyan Bhi LarkiYa

Zindgi Ki Dharkano Ko Ek RIDHM SI Deti Hai
ZEEST Ko Sajaati Hai Churiyan Bhi Larkiya Bhi

Apne Dukh Ko Apne Ander Rakh Ker Bhool Jatein Hai
Bahir Se Chamkti Hai Churiyan Bhi Larikya Bhi…!!!
---***---
Mohabbat Ki Haseen Rahon Mein Aksar Mene Dekha Hai
Jo Sathi Sath Chalte They, Bichhartey Maine Dekha Hai,

Sajaatey They Barey Hi Shoq Se Khayalon Ki Haseen Duniya,
Bohat Choti Si Baaton Pe Ujartey Maine Dekha Hai,

Jo Kehte Thaay K Ik Pal Bin Tere Hum Reh Na Payenge,
Saamna Ab Ho To Chup Chap Guzartey Maine Dekha Hai,

Jo Kehte Thaay Tera Rishta Zamane Bhar Se Afzal Hai
Unhi Rishton Ko Pal Bhar Mein Bikhartey Maine Dekha Hai.
---***---
Umer Rishton Kay Taqazay Hi Nebhatay Guzri
Zindagi Nay Mujhay Apna Kabhi Honay Na Dia

Sab Say Mahfooz Mouqaam Ghum -e- Tanhaii Hay
Fikar -e- Dunya Nay Akaila Kabhi Honay Na Dia
---***---
zindgi dard ke suli se sada deti hai
ye dunya mujhy jeeny ke saza deti hai
wo teri hatho ke karamt ke tu bath he keya
teri perow ke khak be shafa deti hai
ab app mujhy se mera haal puchty hai keya
mujhy tu iatly ke barf be jala deti hai
---***---
Mohabbato’n Main Jo Gham Milain Hain Yahi Bohat Hain
Wo Rote Rote Keh Rha Hai Yehi Bohat Hai

Agr Wo Shaks Ab Mera Nahi Hai Tou Gham Nahi Hai
Gaye Dino’n Main Mera Raha Hai Yehi Bohat Hai

KOi Zaruri Tou Nahi Kisi Ko Main Yaad Aaon
Koi Mujhe Yaad Aa Raha Hai Yehi Bohat Hai

Agarcha Us Ne Mere Khilaaf Kaha Hai Lekin
Ye Faisla Us Ne Khud Kia Hai Yehi Bohat Hai

Main Apne Hissay Ka Hans Loon Meri Kahan Ye Qismat
Bas Apne Hissay Ka Ro Lia Hoon Yehi Bohat Hai
---***---
Aik Ghazal Tere Liye Zaror Likhon Ga
Be Hisaab Us Mien Tera Qasoor Likhon Ga

Tu Guftaar Ka Mahir Tu Kirdaar Ka Mahir
Par Husan Ko Tere, Tera Garoor Likhon Ga

Toot Gaye Bachpan Ke Tere Sare Khiloony
Ab Diloon Se Khelna Tera Dastoor Likhonga

Raha Ishq Ka Davaa Tujhe Tamam Umer
Wafa Ki Dehleez Se Tujhe Mafroor Likhon Ga

Khud Sakhta Jo Hai Tera Judai Ka Faisla
Aisay Har Iqdaam Ko Na Manzoor Likhon Ga

Hamien Kehny Ki Aadat Nahien Likhny Ka Shooq Hai
Jazbon Ko Apny Qalam Ki Taseer Likhon Ga

Tera Wajood Mera Wajood Mujhe Aik Sa Lagy
Par Tujhy Mien Khud Se Bohat Door Likhon Ga
---***---
SanG DiL hY Wo To Q Us ka Gila maine kia
jb k khud Pathar ko butt’ Butt ko Khuda maine kia

Kaise Namanoos Lafzoo ki kahani Tha Wo Shakhs
Us ko kitni mshkilo Se Tarjma maine kia
---***---
Dard mein koi mausam pyara nahi hota,
Dil ho pyasa to pani se guzara nahi hota,

Dekhe zara koi bebasi humari,
Hum uske ho jate hain jo humara nhi hota.
---***---
Jin Ki Dehleez Se wabasta Ho zindagi !!
Kaise Mumkin Hai Un Se juda Hona !!
Wo Lakh Murawat Se kaam Lain Phir Bhi !!
Ye Dil Nahi Manta Un Se Khafa Hona !
---***---
Wada Karo K Mere Mar
WADA KARO K Mere Marne Par Aogay

Or Mujhey Apne Hathon Sy Dafnaogay
Aogay Meri Maiyat Pe Apno Ki Tarha

Saamne Duniya K Aanson B Bahaogay
Bataogay Na Ksi Ko Hamari Alhedgi Ka

Wohi Purana Piyar Duniya Ko Dikhaogay
Dogay Sab Sy Ziyada Kandha MujheUmar Bhar Mere Naam Sy Na Ghabraogay

Chorh K Zamane Bhar Ki Khushiyan Mere Liye
Or Mere Dil Sy Apna Gham B Mitaogay

Roz Aaya Karogoy
Tum Meri Qabar pe

Or Bakhshish K Liye Haath B Uthaogay
WADA KARO”

Post a Comment

0 Comments