Poetry In Urdu Images Biography
Source:- Google.com.pkSabhi Log To Kabhi Achay Nahin Rehtay
Jin Se Sach Seekha Hai Woh Bhi Sachay Nahin Rehtay
Kiun Aisa Hoota Hai AetebaarKi Tooti Dehleez Per
Jo Buhat Apnay Hoon, Akser Apnay Nahin Rehtay
---***---
Raaz-E-Ulfat Chupa Ke Dekh Liya
Dil Bahut Kuch Jalaa Ke Dekh Liya
Woh Mere Ho KeBhi Mere Na Huai
Un Ko Apna Bana Ke Dekh Liya
---***---
Zindagi Ko Ek Kalpana Samjhoo
Raat Ko Sach Subah Ko Sapna Samjhoo
Bhulana Chatay Ho Agar Sabhie Ghamoo KoTu
Zindagi Main Kisi Ek Ko Apna Samjho
---***---
Itni Badi Duniya Me Koi Sahara Nahi
Apno Ki Bheed Me Koi Hamara Nahi
Kadam Ladkhdaye To Unka DamanTham Liya
Wo Bhi Haskar Bole Dost Ye Daman Tumhara Nahi
---***---
Sab kuch hy mere pas par dil ki dawa nahi,
Door wo mujhse hy par main khafa nahi,
Malum hy ab b pyar karta hy mujh se,
Wo thora sa ziddi hy magar bewafa nahi.
---***---
Kabhi na aya woh mere saath chal k ,
Hamesha gaya mujy naraz kar k ,
Mout par meri agar woh aya to keh dena k ,
Abhi abhi soya hai tumhy yaad kar k.
---***---
Kaash mere khuda ne ye,
dil sheeshe ka banaya hota,
todne wale ke haath mein,
jakhm to aaya hota
Toote hooey is patthar jaise,
Kabhi kisi ka dil na ho,
Bikhre huae dil ke tookade,
Kabhi kisi ke takdeer mein na ho,
Kya Khoob Hai Hum Deewane Unke,
Jo Unki Tamanna Karte Hain,
Ye Raaz Humen Maloom Hai Ki,
Wo Kisi Aur Se Pyar Karte Hain!

Zamane Me Bhi Dhoondo Ge...
To Hum Sa Ho Nahi Sakta...
Sada Us Ko Hi Chahte Hain...
Jo Apna Ho Nahi Sakta...
Bohut UjraHuwa Dil Hai...
Magar Apna Aqida Hai...
Jahan Mehken Teri Yaadain...
Wo Sehra Ho Nahi Sakta...
Kisi Ki Yaad Ab Bhi...
Raat Ko Sooney Nahi Deti...
Shab_e Tnhai Se Keh Do...
Main Tanha Ho Nahi Sakta...
Kuch Us Ki Bhi Khatayen Thi...
Wabaal_e Zindgi K Saath...
Sabhi Kuch Hi Muqaddar Ka...
Likha To Ho Nahi Sakta...
Juda Ho Kar Bhi DONO...
Jee Rahey Hain 1 Muddat Se...
Kabhi DONO Hi Kehtey The...
K AISA HO NAHI Sakta..
thay hum aaraam se pehlay pehlay
---***---
Mere Kamre Ke Parde Ab Puraane Ho Gaye Hain
Jo Apne The Ab Tak,Ab Begaane Ho Gaye Hain
Rahti Thi Jin GaliyonMein Hamdardon Ki Aavajaahi
Uske Saare Padaao Ab Veeraane Ho Gaye Hain
Jinhe Samjha Tha Humne Daastaan Sachhe Pyaar Ki
Wohi Kisse Ab Bewafaayi Ke Afsaane Ho Gaye Hain
Woh Khwab Woh Ummeeden Woh Jazwa Aur Woh Josh
Lagta Hain Un Sab Se Mile Zamaane Ho Gaye Hain
Khula To Ab Bhi Hai Pyaar Ka Maikhaana
Yeh Aur Baat Hai Ki Khaali Sab Paimaane Ho Gaye Hain
---***---
Hum KioN Na Dar E Yaar Pe NazrooN Ko Jukhatay
Aay Dekhnay Ki Taab KahaN Say Tujhe Latay
Ab Lotnay Ki Baat Na Kar, Aay Dil E NadaN
Ik Umer Lagi Hay HumaiN Is Mord Tak Aatay
Kuchh Log Adhooray Hi Chalay Jathay Hain Dil Say
Jub Yaad Bhi Aatay HaiN Tow Pooray Nahi Aatay
Ik Baar Kabhi Dil MaiN Zara Jhaank Tow Latay
Phir Shoaq Say Aay Dost HamaiN Chhord Kay Jatay
Rul,Tha Na Kabhi Dasht E Tamanna MaiN Koi
Ghar Chordnay Walay Jo Kabhi Lot Kar Aatay
---***---
Zaban Khamosh Hoti Hain Nazar Se Kaam Hota Hai
Isi Mahool Ka Shayad Mohabbat Naam Hoti Hai
Andaz Bahakne Lagta Hai, Baton Me Shararat Hoti Hai
Ankhon Se Pata Chal Jata Hai Jis Dil Me Muhabbat Hoti Hai
Jab Unse Kaha Ki Tasavur Me Dil Aapko Sajde Karta Hai
Vo Kahne Lage Tum Karte Raho Ye Khas Ibadat Hoti Hai
Dil Torte Hain Phir Jorte Hain, Rula Ke Humen Bahlate Hain
Yeh Raaz Khula Dilvalon Me Reulvane Ki Aadat Hoti Hai

agar vo mehrbaaN hota
to meri aankhoN me na jhilmilati ye nami hoti
na mere dil ki waadi me khizaaN ka qaafla rukta
meri be-noor aankhoN me sitaaray qaid kar deta
meri zakhmi hatheli per vo koi phool rakh deta
mere hathoN ko apne hathoN me le kar vo ye kehta
mohabbat roshni hai, rung, khushbu hai, sitara hai
qasam mujh ko mohabbat ki, mujhe tu sab se pyara hai
magar aisa vo tab kehta?
agar vo mehrbaaN hota?.
---***---
kuch mae-kashi k qissay kuch aashqi k qissay
main likh raha hun apni aaw?rgi k qissay
kya zor tha hawa ka bujh gaye chiragh saaray
kis ko sunauN ja kar main roshni k qissay
thora sa muskur?na, phir sar jhuka k rona
kitnay ajeeb se hain ye zindagi k qissay
---***---
Bechain palon me sukoon hun,
Jo had se guzar jaye wo junoon hun,
Rishton ka ehasaas hun,
Kabhi benaam hun,
par fir bhi khaas hun main!
Haath uthen to main ibaadat,
Jhukti palkon ki main haya,
Alhad atkheliyan aur shararat,
Kaise koi mujhe kare bayaan,

Mujhy apni mehbooba
se milne ka bara shoq tha
usey qareeb se dekhney ka bara shoq tha
1 din likh diya khat usko sabar kar k
dil main armanon ki qabar kar k
bholi bhali samaj na saki mere pyar ko
de diya khat apne bhai gulzar ko
meine darya ki 1 bari mooj dekhi
jab apne pechey Gulzar ke fooj dekhi,
un k maarne se jism se saaz nikal rahe they,
mun se agley pichley raaz nikal rahey they,
logon ne kaha kis pe azaab aaya ha,
dil ne kaha khat ka jawab aaya ha.

0 Comments