Sad Urdu Poetry In English Biography
Source:- Google.com.pk
Log Kehty Hain Kisi Aik K Jany Sy "HAMARI ZINDAGI" Ruk Nhi Jati,
Lekin
Ye Koi Nhi Janta K Lakhon K Mil Jany Sy B "US Aik" Ki Kami Puri Nhi Hoti.
Lekin
Ye Koi Nhi Janta K Lakhon K Mil Jany Sy B "US Aik" Ki Kami Puri Nhi Hoti.
---***---
Meri har nazar Teri muntazir teri har nazar kisi or ki,
Meri zindagi teri bandagi teri zindagi kisi or ki,
Kabhi waqt jo mile tujhe zara aa ke dekh mere hal ko,
Meri har ghari tere liye teri har ghari kisi or ki,
Mujhe sirf teri talab thi par jane kion mujhe tu na mila,
Tu use mila mere samne jise thi talab kisi or ki.
Meri zindagi teri bandagi teri zindagi kisi or ki,
Kabhi waqt jo mile tujhe zara aa ke dekh mere hal ko,
Meri har ghari tere liye teri har ghari kisi or ki,
Mujhe sirf teri talab thi par jane kion mujhe tu na mila,
Tu use mila mere samne jise thi talab kisi or ki.
---***---
Us Aada Se Bhi Hoon Aashna,
Tuje Itna Jis Pe Gharoor Hai...
Mein Jiyoo Ga Tere Bager B,
Muje Zindagi Ka Shaoor Hy
Na Hawas Muj Mein Janab Ki,
Na Talab Saba-o-Sahab Ki
Tere Chashm-e-Naaz Ki Kher Ho,
Muje Bin Piye He Saroor Hai
Jo Samaj Le Tuje Bewafa,
To is Men Teri Kya Khata
Ye Khyal Hai Mere Dimagh Ka,
Ya Meri Nazar Ka Qasoor Hai
Mein Nikal K B Tere Naam Se,
Na Giron Ga Apne Muqaam Se
Mein Qateel-e-Jor-o-sitam Sahi,
Muje Tm Se Ishq Zaror Hai.
Tuje Itna Jis Pe Gharoor Hai...
Mein Jiyoo Ga Tere Bager B,
Muje Zindagi Ka Shaoor Hy
Na Hawas Muj Mein Janab Ki,
Na Talab Saba-o-Sahab Ki
Tere Chashm-e-Naaz Ki Kher Ho,
Muje Bin Piye He Saroor Hai
Jo Samaj Le Tuje Bewafa,
To is Men Teri Kya Khata
Ye Khyal Hai Mere Dimagh Ka,
Ya Meri Nazar Ka Qasoor Hai
Mein Nikal K B Tere Naam Se,
Na Giron Ga Apne Muqaam Se
Mein Qateel-e-Jor-o-sitam Sahi,
Muje Tm Se Ishq Zaror Hai.
---***---
Yehi Zindagi ka ussol hai,
Jo bichar gaya ussy Bhool ja,
Jo mila hai Dil se laga k rakh,
Jo nahi mila ussy Bhool ja,
Na wo Dhoop tha na wo Chandni,
Na Chirag tha na wo Roshni,
WO Khayal tha koi Khuwab tha,
WO tha Aaina ussy Bhool ja,
WO jo tery Dil k Qareeb tha,
WO na jany kiska NASEEB tha,
Tujhe Hans k usny Bhula dia,
Tu bhi Muskura k ussy Bhool jao
Jo bichar gaya ussy Bhool ja,
Jo mila hai Dil se laga k rakh,
Jo nahi mila ussy Bhool ja,
Na wo Dhoop tha na wo Chandni,
Na Chirag tha na wo Roshni,
WO Khayal tha koi Khuwab tha,
WO tha Aaina ussy Bhool ja,
WO jo tery Dil k Qareeb tha,
WO na jany kiska NASEEB tha,
Tujhe Hans k usny Bhula dia,
Tu bhi Muskura k ussy Bhool jao
---***---
Ajeeb tarah se socha tha zindgi k liye,
jeena marna tha sirf usi k liye,
wo mujh ko TANHA chor gaya to yaqin aya,
k koi b nhi marta kisi k liye
jeena marna tha sirf usi k liye,
wo mujh ko TANHA chor gaya to yaqin aya,
k koi b nhi marta kisi k liye
---***---
Es dunia main kon sari Zindegi sath de ga "DOST"
Log to apna haton sai dafna kar bhool jatay hain kai kabar konsi hai
Log to apna haton sai dafna kar bhool jatay hain kai kabar konsi hai
---***---
Himmat-e-iltija nahin baqi
Zabt ka hausla nahin baqi
Ik teri did chin gai mujh se
Warna duniya main kya nahin baqi
Apni mashq-e-sitam se hath na khench
Main nahin ya wafa nahin baqi
Teri chashm-e-alamnawaz ki khair
Dil main koi gila nahin baqi
Ho chuka khatm ahad-e-hijr-o-wisal
Zindagi main maza nahin baqi
Ik teri did chin gai mujh se
Warna duniya main kya nahin baqi
Apni mashq-e-sitam se hath na khench
Main nahin ya wafa nahin baqi
Teri chashm-e-alamnawaz ki khair
Dil main koi gila nahin baqi
Ho chuka khatm ahad-e-hijr-o-wisal
Zindagi main maza nahin baqi
---***---
Vo jaa chukaa hai
magar judaa’ii se qabl kaa
ek narm lamhaa
Thehar gayaa hai
merii hathelii kii pusht par
zindagii men
pehlii kaa chaand ban kar !
Chor Ye Baat Mily Zakhm ' Kahan Sy Mujh Ko'magar judaa’ii se qabl kaa
ek narm lamhaa
Thehar gayaa hai
merii hathelii kii pusht par
zindagii men
pehlii kaa chaand ban kar !
---***---
Koi Sakon Ki Jaga TaLash Karen,
Aa MiL K Wafa TaLash Karen!
Jurm Dono Ka Hai Aik Sa,
Aa Aik Jesi Saza TaLash Karen!
Gham Seeney May Jo Kabhi Ruk Na Jaye,
Aa Aisi Aab_o_Hawa TaLash Karen!
Dono Apni Anaa May Na Mit Jayen,
Aa Koi Darmiyani Si Raah TaLash Karen!
Zindagi Apni Kabhi Doori May Na Bant Jaye,
Aao Hum Apni Apni Khata TaLash Karen!
Dekhte Hi Dekhte Jo DiL May Utar Jaye
Muhabbat Ki Wo PehLi Nigaah TaLash Karen
Aa MiL K Wafa TaLash Karen!
Jurm Dono Ka Hai Aik Sa,
Aa Aik Jesi Saza TaLash Karen!
Gham Seeney May Jo Kabhi Ruk Na Jaye,
Aa Aisi Aab_o_Hawa TaLash Karen!
Dono Apni Anaa May Na Mit Jayen,
Aa Koi Darmiyani Si Raah TaLash Karen!
Zindagi Apni Kabhi Doori May Na Bant Jaye,
Aao Hum Apni Apni Khata TaLash Karen!
Dekhte Hi Dekhte Jo DiL May Utar Jaye
Muhabbat Ki Wo PehLi Nigaah TaLash Karen
---***---
Pyar ka Rutba zindagi me bahut ziada hota hia
Pyar k bina jivan andha hota h
Pyar-Pyar nhi khuda hota h
Mehsus tab hota h jb vo juda hota he
Pyar k bina jivan andha hota h
Pyar-Pyar nhi khuda hota h
Mehsus tab hota h jb vo juda hota he
---***---
Bari Haseen Thi zindagi jab na ksisi sy mohabat na kisi sy nafrat thi
"faheem"
zindaagi mai 1 aia mor aya k mohabat 1 say howe or nafart duniya sy hogai
zindaagi mai 1 aia mor aya k mohabat 1 say howe or nafart duniya sy hogai
---***---
Yar bin talkh zindgani thi
Dosti muddai-e-jani thi
Sheb mein fayda tammul ka
Sochna tab tha hab jawani thi
Mere qisse se sab ki ninden gain
Kuch ajab taur ki kahani thi
Ku-e-qatil se bach k nikla khizr
isi mein us ki zindagani thi
fitr par bhi tha 'Mir' k ik rang
Kafani pahni to zafarani thi
Dosti muddai-e-jani thi
Sheb mein fayda tammul ka
Sochna tab tha hab jawani thi
Mere qisse se sab ki ninden gain
Kuch ajab taur ki kahani thi
Ku-e-qatil se bach k nikla khizr
isi mein us ki zindagani thi
fitr par bhi tha 'Mir' k ik rang
Kafani pahni to zafarani thi
---***---
Himmat-e-iltija nahin baqi
Zabt ka hausla nahin baqi
Ik teri did chin gai mujh se
Warna duniya main kya nahin baqi
Apni mashq-e-sitam se hath na khench
Main nahin ya wafa nahin baqi
Teri chashm-e-alamnawaz ki khair
Dil main koi gila nahin baqi
Ho chuka khatm ahad-e-hijr-o-wisal
Zindagi main maza nahin baqi
Zabt ka hausla nahin baqi
Ik teri did chin gai mujh se
Warna duniya main kya nahin baqi
Apni mashq-e-sitam se hath na khench
Main nahin ya wafa nahin baqi
Teri chashm-e-alamnawaz ki khair
Dil main koi gila nahin baqi
Ho chuka khatm ahad-e-hijr-o-wisal
Zindagi main maza nahin baqi
---***---
Tumhein kis nay kaha
Tumhain mein yaad karta hoon?
Mohabbat zindagi ka maqsad to nahi thera
Na hee zindagi kuch adhori hay tum bin
To phir zindagi bhala kyoun tumhari main
barbaad karta hoon
Tumhein kis nay kaha
Tumhain mein yaad karta hoon?
Qasbay gar veeran hoon,
pyaar say bas to sakty hein
par jub pyaar karta nahi
to kyoun bhala un abad qasboon ko
mein be-abad karta hoon
Tumhein kis nay kaha
Tumhain mein yaad karta hoon?
Dekho! do din ki zindagi hay
Yaadoon k sahary jeevan beet to sakta hay
Meri yaadoon ko yaad rakho
mujhy bhool jao
bus yehi ik fariyad karta hoon
Tumhein kis nay kaha
Tumhain mein yaad karta hoon?
Tumhain mein yaad karta hoon?
Mohabbat zindagi ka maqsad to nahi thera
Na hee zindagi kuch adhori hay tum bin
To phir zindagi bhala kyoun tumhari main
barbaad karta hoon
Tumhein kis nay kaha
Tumhain mein yaad karta hoon?
Qasbay gar veeran hoon,
pyaar say bas to sakty hein
par jub pyaar karta nahi
to kyoun bhala un abad qasboon ko
mein be-abad karta hoon
Tumhein kis nay kaha
Tumhain mein yaad karta hoon?
Dekho! do din ki zindagi hay
Yaadoon k sahary jeevan beet to sakta hay
Meri yaadoon ko yaad rakho
mujhy bhool jao
bus yehi ik fariyad karta hoon
Tumhein kis nay kaha
Tumhain mein yaad karta hoon?
---***---
Ruthi jo zindagi to mana laingay hum
Mila jo gham to nibha laingay hum
Bus tum raho sath hamaray sada
Girtay ansuon main bhi muskura laingay hum....
---***---
Mila jo gham to nibha laingay hum
Bus tum raho sath hamaray sada
Girtay ansuon main bhi muskura laingay hum....
---***---
Zindagi Itna Bta Kitna Safer Baqi Hy
---***---
0 Comments