Header Ads Widget

Best Sad Poetry In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Best Sad Poetry In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk

Na Milta Gham To Barbadi K Afsanay
Na Milta Gham to barbadi k afsanay kahan jaty
Agar dunya chaman hoti to veeranay kahan jaty
Chalo acha huwa Apno main koi ghair to nikla
Sabhi hoty agar Apny to begany kahan jaty
Tumhi ne gham ki DoLat di bara ehsan farmaya
Warna HuM zamany bhar k aagay hath phelany kahan jata
---***---
Kitni ajeeb baat hai k
wahi jo bachpan main
chiria k ghonslay say
girnay walay bachon ko daikh ker
bay chain ho jatey hain
aur pankhay say takra kar
mar janay wali chiria k sog main
kai kai ghantay udaas rehte hain
wahi baray ho kar na janay
kyun aashyanay jala daitay hain?
---***---
Ye Barishein Bhi Tum Si Hai
Jo baras gai to bahar haiN
Jo theher gai to qarar haiN
kabhi aa gai younhi besabab
kabhi chaa gai younhi roz-o-shab
kabhi shor haiN kabhi chup si haiN
ye barshein bhi tum si hain
kisi yaad mein kisi raat ko
Ik dabi howi si rakh ko
kabhi youn huwa k bujha dia
kabhi khud se khud ko jala dia
kahiN bond bond main gum si haiN
ye barshain bhi tum si haiN
---***---
Karo Na Fikar Agar W
Karo na Fikar agar wo Naraz ho jaye
Naraz hotey hain wohi jo Pyar kartey hain…/
---***---
Tumhari zulfein tumhari palkein
Tumhari aankhein tumhara chehra
Tumharay shaanay
Surahi daar garden
Kalion mein khanktay kangan
Hinaai haathaon mein unglion
Ki haseen purrain k jin mein
Sandal mehak rahi hai
Yeh naram saanson ki gungunahat
Qadam uthao tu dharkanein sath
Chorti hainbadan ka har zawiya qyamat
Nahi tumhari missal gori
Kamal ho tum kamal gori
Tunicsay sab kuch haseen hai
Lajawab hai par
Meri nahi hai
Tumhara kuch bhi mera nahi hai
---***---
Kuch Batein Ankahi
kuch batein an-kahi si rehne do,
kuch batein un-suni si rehne do,
sub batein agar keh dain dil ki,
sub batein agar sun lain is ki,
to phir kiya reh jaye ga,
aik ojhal beqali si rehne do,
aik rangeen un-bani si duniya main,
aik khirki un-khuli si rehne do.
---***---
Lay Urra Phir koi Khayal humain…
Saqia, Saqia Sambhaal humain….

Roo Rahay hain kay Aik Adat Hy..
werne Itna Nahe Malaal humain..

Hum Yahan Bhe Nahe hain Khush lakin..
Apni Mehfil Say Mat Nikaal Humain..

Hum Tere Dost Hain FARAZ Magar..
Ab Na Aur Mushkiloon main Daal Humain……
---***---
Mere Qatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi
Phir Say Maqtal Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Yeh Shab-e-Hijar To Sathi Hai Meri Barsoon Say
Jayo So Jayo Sitaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Yeh Praishan Say Gaisu Daikhay Nahi Jatay
Apni Zulfun Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Lakh Moujoun Main Ghira Hun, Abi Dooba Tow Nahi
Mujh Ko Sahil Say Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Qabr Say Aaj Bhi ‘Mohsin’ Ki Aati Hai Sada
Tum Kahan Ho Meray Yaroo Kay Main Zinda Hoon Abhi
---***---
Asar Usko Zara Nahin Hota
ranj rahat faza nahin hota

tum hamare kisi tarah na hue
warna duniya main kya nahin hota

narasai se dam ruk to ruk
main kisi se khafa nahin hota

tum mere pas hote ho goya
jab koi dusra nahin hota

hal-e-dil yar ko likhun kyon kar
hath dil se juda nahin hota

kyon sune arz-e-muztarib ae ‘shahid’
sanam akhir Khuda nahin hota
---***---
Ek Baat Tum Se Kehni Hai
Ek Baat Tum Se Kehni Hai Magar Kehne Se
Darta Hoon
ijaazat Ho To Keh Daloon Muhabbat
Tum Se Karta Hoon.
---***---
Mere sary rasty band na kr
Aye ishq ! muje pabnd na kr…

Ya mujko ly kr sang tu chl
ya meri had se door nikal

Mere andar baher jang na kr
Aye ishq ! muje pabnd na kr…

Meri soch ka darya behney dy
Jo kehna hai ab kehny dy

Mery lafzon ko be-rang na kr
Aye ishq ! muje pabnd na kr.
---***---
Ek Wo Din Tha Jahan,
Teri bahon ka Sahara tha milta,
Ek ye Din k sar rakhne ko pathr bhi nahi Milta..
---***---
Koi Yad Ab Na Yad Hy Oski Yad
Koi rishta nhi phr b tum se ye ta’aluq kesa
itni duri hy phr b ye ehsas-e-qurbat kesa
itni chahat k dil mein sama nahi skey
chahatoan ka hy ye silsila kesa
wo lgta hy muje apni zat adhora hissa
meri zat ki takmeel ka hy ye ma’amla kesa
koi yad ab na yad hy oski yad k bad
oski yadoan ka hy ye silsila kesa
q bheeg jati hein aankhein jb ata hy khyal oska
osky khyal py mera hy ye rona kesa
---***---
Aainda Maat Anna Tum
Aainda maat anna tum kabhi bhi yaad mujhye
Tere yadoon nye ker diya bar-baad mujhye

Na duniyta ke sitaam Na qismat ki badnasibi
Kuch nahi teri muhabbat ke siwa yaad mujhye

Atte hain nazar har taraf wiranye hi wiranye
Dikhai nahi deta SHARIM koi ghar ABAD mujhye

Post a Comment

0 Comments