Hum Tere Khwaab Dhektay Rahe Gay
Tu Kahi Aur Dhondta Rahe Ga
Hum Kahi Aur Khillay Rahe Gay
Rah Giroo Ne Rah Bdalni Hai
Paaid Apni Jagah Khaday Rahe Gay
Barf Pighlay Gi Aur Pahado Mein
Salha Saal Rastay Rahe Gay
Sabhi Mosam Hai Dastaras Mein teri
Tu Ne Chaha To Ham Haray Rahe Gay
Lotna Kab Hai Tune Per Tujh Ko
Adattan He Pukartay Rahe Gay
Tujh Ko Paney Me Masla Ye hai
Tujh Ko Khoney Kay Waswasay Rahe Gay
Tu Idhar Dekh Mujh Se Batain Kar
Ye Chashmay To Phottay Rahe Gay
Poet - Tehzeeb Hafi
This is one of the best urdu ghazal by tehzeeb hafi this is sad and heart urdu shayari,ghazal, and poetry.this poetry famouse in india pakistan and arround the world.this heart brokenn urdu poetry is amazzing.i think this is tehzeeb hafi best urdu poetry.soo rahe gay jagtay rahe gay best poetry of tehzeeb hafi.please one time read tehzeeb hafi poetry in urdu.
Tehzeeb hafi latest updated poetry to follow me on fb page and follow my blogger.all ready uploaded tehzeeb hafi best urdu poetry in this blog, Shoor Kro Ga Aur Naa, Wese Mene Dunia Me Kia Dhekha, Gala Beth Gya.
0 Comments