Header Ads Widget

December Ki Hawain Best Urdu Poetry By Zubair Jani 2020 Poetry Sad December Poetry in Urdu Hindi Shayari

December Ki Hawain Best Urdu Poetry By Zubair Jani 2020 Poetry Sad December Poetry in Urdu Hindi Shayari

December Ki Hawain

December Ki Hawain Ab Mujh Per Asar Nahi Rakhti
Ab Teri Yadoo Ki Shaal Odh Kar Chalta Hu Mein

Bohat Mukhtsar Sa Lagta Hai Ab Har December Mujhy
Rooz Suraj Ki Tarha Nikal Kar Osy Tarha Dhalta Hu Mein

Kay Ab December Mein Tere Khawab Bhi Nahi Atey Hain
Ab To Raat Bhar Jag Kar Ek Pal Na Ankhen Msalta Hu Mein

Kay Ab Mein Sitaro Se Teri Batain Bhi Nahi Karta Hu
Sitaro Se He Teri Tareef Suntey Howey Chalta Hu Mein

Na Jane Kab Se December Ki Dhundh Janwary Mein Gayi
Kay Ab Hisab_o_Kitab Se Kaha Smajhta Hu Mein

Rut Badli Hain Bohat Si Kay Ab Mujh Ko Yaad Nahi
Jani Etna He Kehta Hu Rutton Ka Hisab Kaha Karta Hu Mein


Poet -Rao Zubair Jani


December Poetry-This is a one the my Best Poetry December.i love this urdu hindi poetry this poetry poet by Rao Zubair Ahmad.This is my persnal feelings about poetry i love this urdu poetry by december new 2020.sad poetry in urdu and hindi 2020 by zubair ahmad and i love this poetry lyrics.This is great urdu shayari and ghazal is powerfull lyrics use in this poetry.this sad urdu hindi shayari 2020 special for my special fans this is your blog this ghazal is dedicated to my all viewers.

December is a very special month for poetry and i really like december shayari.some friends like December ki Barish and December Ki hawa.this ghazal broken heart poetry about december for my some december poetry fans.December is a very diamond moth off the year.because in punjab december is cold month off the year.Express your feelings with pakistanies largest collection of december poetry shayari ghazals.Read submit and share your december shayari ghazals poetry in urdu hindi and punjabi.

Post a Comment

0 Comments