Header Ads Widget

Allama iqbal famous poetry in urdu - Bang-e-Dra 040 Jugnoo Best Iqbal Poetry - allama iqbal ki shayari in urdu



(Bang-e-Dra 040) Jugno



Jugnoo ki roshni hai Kashanaa-e-chaman mey
Yaa Shamma Jal Rahi Hai Pholoon Ki Anjman Me

Aya hai asmaan se udd kar koi sitara
Yaa jaan pad gai hai mehtab ki kiran mey

yaa shab ki saltanat me din ka safeer aya
gurbat mein aa kay chamka ghumnaam tha watan me

Tukma koi gira hai mehtab ki qaba ka
zarra hai yaa numayaa suraj ki pairhan mein

Husn-e-qadeem ki ye poshida ek jhalak thi
Ley ayi jis ko qudrat khalwat se anjuman mein

Chotey se chand mein hai zulmat bhi roshni bhi
nikla kabhi gahan se aya kabhi gahan mein

Parwana ek patanga jugno bhi ek patanga
Wo roshni ka talib Ye roshni sarapaa

Dr Allama Iqbal


This is a one of the best urdu kalam of allama iqbal book (bang-e-dra 040).this urdu poetry by allama iqbal is so sad and heart touching urdu shayari.allama iqbal all poetry so inspiration and motivational but this shayari is amazing lyrics off iqbal.urdu iqbal poetry is very hard lyrics but powerfull urdu lyrics.this shayari iqbal is so sad shaayri, poetry, ghazal i love this urdu ghazal by allama iqbal.this poetry, shayari, ghazal, kalam written by allama iqbal in bang-e-dra.allama iqbal written many books but some books hit all the world.Allama iqbal famous poetry in urdu - Bang-e-Dra 040 Jugnoo Best Iqbal Poetry - allama iqbal ki shayari in urdu.
Allama iqbal famouse shayaari is shika, jawab-e-shikwa, sare jahan se acha hindustan hamara, ishq-o-moot, Sultani, Preshan hokay meri khaak, Lailaha illalla ho, baghi mureed, and more hit all the world in many languag translate iqbal shayari.Allama iqbal is a biggest urdu poet pakistan.iqbal fan following is millions.follow iqbal in pakistan, india, bangladesh, eraq, iran, afganistan, and more countrys follow iqbal poet.Dr Allama iqbal born in Sialkot 9 November 1877 and died 21 April 1938.Allama iqbal famous poetry in urdu - Bang-e-Dra 040 Jugnoo Best Iqbal Poetry - allama iqbal ki shayari in urdu.

This is a urdu poetry punjabi poetry qoutes shayari and ghazals blog for you more post need to follow on my blog Zubair Poetry.

Post a Comment

0 Comments