Header Ads Widget

Kya Howa Jo Os Ne Ajj Hamara Naam Liya - Sad Urdu Poetry 2020 -new poetry by Rao Zubair Jani

Kya Howa Jo Os Ne Ajj Hamara Naam Liya - Sad Urdu Poetry 2020 -new poetry by Rao Zubair Jani

Kya Howa Jo Os Ne Ajj Hamara Naam Liya
Chalo Kuch To Ajj Onho Ne Sabar Se Kaam Liya

Haan Thama To Hath Kisi Aur Ka He Tha Osne
To Phir Kiya Howa Jo Osne Ajj Hammey Salaam Diya

Ajj Moqaa Tha Mere Pass Hobahoo Milne Ka Osy
Bas Jatey Jatey Mere Dil Ne Qadmoo Ko Thaam Liya

Magar Baat Kuch Too Hai Chahey Yaktarfa He Sahi
Jo Oskey Salaam Ko Hum Ne itna Ahtraam Diya

Osy Bichrey Ko Hum Se Kaii Rut Badal Chukki Hain
Jane Kyo Aisa Lagta Hai Jese Abhi Osne Kalaam Kiya

Kisi Kay Moo Se Mera Haal Pochney Wale Mere Hamdard
Haal Poch Kar Tu Ne Mera Haal Behaal Kiya

Mein ne Pardey Mein Rakha Tha Sab Purani Yadoon Ko
Tu Ne Yakdam Niqab Otha Kar Mera Jeena Dubhaal Kiya

Kitnay Baras Guzar Gaye Tujh Per Saber Kiye Howey
Bus Ek Pal Mein Tm Ne Kai Saloo Ko Haraam Kiya

Soyaa Nahi Tamam Raat Ajj To Mere Mohsin Teri Khatir
Me ne Jab Se Suna Hai Kay Ajj Tune Mera Naam Liya Liya 

Osy Mohabbat Mujh se Kal Thi Na Ajj Hai Mere Dost
Os ne Ajj Phir Mujh Per Hamdardi Ka Ahsaan Kiya

Jani Tu Khushnaseeb Hai Jo Tujhy Ab Bhi Salaam Bhejta Hai Wo
Jis Ne Darmiyaan-e-Mohabbat Tujhy Naa Kabhi Salaam Kiya

Poet - Rao Zubair Jani

This is my first urdu poetry for my love i really love urdu hindi shayari.This poetry is my persnal feelings.this poetry is really heart touching urdu poetry.this poetry special for my firrst and last love i really love this urdu kalaam and i really like this is urdu shayari.i love all urdu poets and already uploaded many urdu poets kalaam poetry shayari poems in this blog but this poetry owner is Rao Zubair Jani.this blog uploaded allama iqbal wasi shah mirza ghalib mir taqi mir faiz ahmad ahmad faraz ali zaryoon Tehzeeb hafi and more then etc.More poetry to vist my Blog and youtube channel.

Post a Comment

0 Comments