Sad Poetry in Urdu, Sad Urdu Nazams Mirza Ghalib
Sad Poetry in Urdu,, Sad Poetry, Mirza Ghalib Poetry
Tu wo zaalim hai Jo Dil main reh kar bhi mera na bun Saka “GHALIB”
Aur Dil wo kafir Jo mujh main reh kar bhi tera hogaya
Sad Poetry in Urdu
Dukh Day Kar Sawaal Kartay ho
Tum Bhi GHAALiB ! Kamaal Kartay ho
Daikh Kar Pooch Liyaa haal meraa
Chalo Kuch tu Khayaal Kartay ho
Shehar -e- Dil may Ye Udaasiyaan Kaisi ?
Ye Bhi mujh say Sawaal Kartay ho ??
Marnaa Chaahain to mar nahi Saktay
tum Bhe Jeenaa muhaal Kartay ho
Ab Kiss Kiss Ki misaal Doon tum Ko ?
Her Sitam Bay-misaal Kartay ho . .
Na Tha kucH to Khuda tha, Kuch na hota to Khuda hota
DubooYa mujhKo hoNi ne, na hota maiN to kya hota hua
Jub Gham se Yun beHis, to Gum kya sar ke katNe ka gar juda na hota
Tan sey, tu zannon pur dhara hota huI muddat ki Ghalib mar gaya,
Par yaad Aata hai woh har ek baat pe kahena, ki yooN hota to kyA hota.
Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein
Poonch un parindoo say jin kay gharr nahi hotay .
Hum toh fanaah ho gaye uskii ankhen dekh kar Ghalib,
Naa janay woh Aainaa kiasay dekhte hogey ...!
Dil say terey nigaah jigarr tak utarr gaye,
Dono ko eik adaa mein razaamand karr gaye
Jala hai jism jahan dil bhey jal gaya hoga,
Kuraydtay ho jo ab raakkh, justjoo kya hai ?
Sarayy raah jo unsaay nazarr mili,
To naksh dil kay ubharr gayay,
Hum nazarr mila kar jhijhag gayay,
Woh nazarr jhukaa kar chalay gayay .
0 Comments