Sad Poetry in Urdu, Sad Love Poetry, LOVE POETRY, LOVE POETRY IN URDU ROMANTIC
تنہائی، یاد اور فریاد
جب وہ تنہا ہوتی ہوگی
یاد میری ہی آتی ہوگی
آنسو تھر تھر بہتے ہونگے
ہاتھ دعا کو اٹھتے ہونگے
لفظ بہ لفظ یہ کہتی ہوگی
مجھ کو بس اور کچھ نہیں
ساری دنیا ایک طرف
اس کو بس تو میرا کردے
Es Meenh Se Bhari Shab Mein Bijli Jo Karak Jaaye
Us Shokh Ka Nanhaa Sa Dil Darr Se Dharak Jaaye,
Us Simat Chalo Tum Bhi Aye Bhatke Howe Logo
Jis Simat Yeh Weraan Si Chup Chaap Sarak Jaaye,
Yeh Doobta Sooraj Aur Iski Lab-e-Baam Aamad
Taa Hadd-e-Nazar Us Kay Aanchal Ki Bharak Jaaye,
Gulshan Ki Khamoshi To Ab Jee Ko Daraati Hai
Koi Bhi Hawaa Ho Jis Se Patta Hi Kharak Jaaye,
Muddat Se Jo Roothe Hain Mujh Se Nahi Milte
Gar Shair Mere Sun Lein Jee Un Ka Pharak Jaaye.
JOHN ELIA POETRY
0 Comments