Romantic Urdu Poetry
Wo Rula Kar Hans Na Paya Dair Tak
Jab Main Ro Kar Mushkuraaya Der Tak.
ہم کس قدر پاس تھے کتنے دور ہو گئے
زندگی تھی ساتھ اس سے کتنے دور ہو گئے
ہم دونوں کا ساتھ تھا کتنا ہی خوبصورت
محبت تھی ساتھ اس سے کتنے دور ہو گئے
لوگ دیتے تھے مثالیں تیری میری چاہت کی
تڑپ تھی درمیان اس سے کتنے دور ہو گئے
تلخیاں نہ کوئی دکھ تھا ہمارے قریب بھی
مٹھاس تھی درمیان اس سے کتنا دور ہو گئے
مجھ سے دور رہنا کتنا کٹھن ہوتا تھا تیرے لئے
سانجھ تھی درمیان اس سے کتنے دور ہو گئے
میں نہیں کر سکتا تھا تصور تجھ سے بچھڑنے کا
تقدیر تھی ساتھ اس سے کتنا دور ہو گئے
Romantic Urdu Poetry
Ussey Kehna,
K Aaj Bhi
Koi apni saanson mein,
Teri sansain talash karta hai
Usey kehna
Ke aaj bhi,
Koi apne dil mein,
Teri dharkan talash karta hai
Usey kehna,
Ke aaj bhi,
Koi apne seeney mein,
Teri chahat ki haraarat talash
Karta hai
Usey kehna,
Ke aaj bhi,
Koi apne hathon per,
Tere hathon ka lamss talaash
karta hai
Usey kehna,
Ke aaj bhi,
Koi hijar ki raaton mein,
Wassal ke lamhaat talash karta hai.
Romantic Urdu Poetry
Main Qasid Kis Tarha Bhejun
Main Khud hi Tum Se Mil Lon ga
Tumhein Jo Daikh Leta Hai
Tumhara Ho Hi Jata Hai.
GHAZAL by QATEEL SHIFAi
Tum pucho or Main Na Btaon, Esy To Halaat Nahi,
Ek zara sa Dil Tota Hy or To koi Bat Nahi.
Kis ko khabr Thi sanwly Badal Bin Barse urr jate Hen,
Sawan Aya lekin Apni Qismat Me Barsat Nahi.
Tum pocho or Main Na Btaon,
Tut Gya jab Dil To phir sanso ka Naghma kya Ma'ani,
Gounj Rahe Hy Q shehnai jab koi Barat Nahi.
Tum pocho or Main Na Btaon,
Mere Ghamgen Hone par Ehbab He Q Hyran Hen?
Q A T È É L
Jese Main pathar Hun Mere seny Me jazbat Nahi.
Tum pocho or Main Na Btaon,
Poet: Qateel Shifai
Aaina Ye To Batata Hai K Mein Kiya Hoon Lekin
Aaina Is Pe Hai Khamosh K Kiya Hai Mujh Mein.
0 Comments