Header Ads Widget

Basir Badr Urdu Poetry Hai Ajeeb Sher Ki Zindgi Basir Badr urdu poetry in urdu



basir badr poetry

Hai Ajeeb Sher ki zindgi, 
Na Safar, raha na qayam, hai

Kahin, qarobar si dhpher, hai 
Kahen, Bad-mizaj si, sham hai

Yonhi, roz milne ki arzoo
badi rakh rakhoo si, Guftgoo

Yeh Sharafte, nhi be-graz
Usy ap se koi, kam hai

Kahan, ab dowan ki barkaty 
Wo nasihaty, wo hidayate

Yeh Mutalaboo, ka Khalos hai
Yeh Zarooto, ka Salam hai

Wo Dilon me,in aag lagye ga
Mein Dilon, ki aag bhujaoo ga

Usy Apne Kam, se Kam Hai 
Mujhe, Apne Kam Se Kam Hai

Na Udas ho na, malal ker 
Kesi baat, ka na khyal ker

Bhut dino baad milye hai hum
Tere Naam ,Aj ki Sham hai

Koi nagma dhop, ke goun sa
Koi nagma, sham ki chaoon ka

Zara in parindoo, se puchna 
yeh kalam kis ka kalam, hai 


About Poet:
Bashir Badr was bron in India Faizabad.He wrote many urdu ghazals and poetry.Urdu poetry is uncomplete without the Basir Badr.Bashir Badr  urdu poetry is simple and easy.People's poet basir badr was death in age 83 year. 

zubair jani

More Poetry








More Urdu Poetry, Hindi Poetry, Sad Poetry, Barish Poetry, Love Poetry, Udaas Poetry, Sad Shayari, Hindi Shayari, Urdu Shayari, Romantic Poetry, Pdf Books, Allama Iqbal PoetryMir Taqi Mir Poetry, Mirza Ghalib Poetry, Wasi Shah Poetry, Ali Zaryoon Poetry, Anwar Masood Poetry, and more bieutifull india and pakistan poets poetry available on this blog Zubair Poetry.very sad poetry in urdu images

Post a Comment

0 Comments