Header Ads Widget

Latest hindi shayari 2016 updated | urdupoetry

Hindi shayari is basically very popular in India so many of our brothers from India are requesting to collect some famous staff of Hindi shayari so that they can take advantage of it but basically we are urdupoetry writers but on their request we are making efforts in collecting some greate stuff of hindi shaayari. we have collected different category of shayariwe hope that you guys will love our efforts and love this poetry keep appreciate!


hindi shayari
hindi shayari

Yaadein Shaayari Hindi Har Ghari Har Lamha


Har Ghari, Har Lamha, Har Lamha Nigahon Mai Tera Hi Chehra Rehta hai,
Tumhary Mousam Badlty Rehty Hain, Humara Waqt Thera Rehta hai,
Kis trha mita dy tera aqss hum in ankhon sy ,
hamari to dharkno par b teri yaadon ka pehra rehta hai.

Romantic Hindi Shayari kuch jaan se piyary log 


Toofan main logon ko kinary milty hain,
jahan main logon ko saharay miltay hain,
duniya mai sabse piyari hai zindgi,
kuch log zindgi sy b piyary milty hain hindi shayari.


Sad shayari in hindi dard bhari shayari tum kis baat sy ruthy ho


Ya tum kis baat sy bigr gaye ho to,
koi chota sa ilzam is dil pe laga jaty,
Tumhy tha rotha hum
kuch humne suna hota, kuch apni suna jaty.


Friendship Shayari in hindi kuch rishty ujaly main bandh jaty han


kuch rishty ujalay main bandh jaty han,
unjaan dil b zindgi sy shamil kar rhy han,
kehty hain is rishty ko duniya mai dosti,
dil sy dil ismain janey kab mil jaty hain.hindi shayari


Best Two Line shaayari in hindi


bajaiye seney k ankhon mai dil dharak rha hai
ya intezar k lamhay b baray ajeeb hoty hain.

बजाए सीने के आँखों मे दिल धड़कता है,
ये इंतज़ार के लम्हे भी बड़े अजीब होते है.

Love Shayari Hindi 


hansty dil mai gham b hai,
muskurati ankhen kabi num b hai,
dua krty han apki hansi kabi na uky,
kiun k apki muskurahat k dewanay hum bhi hain, 

हस्ते दिलो में ग़म भी है ,
मुस्कुराती आँखे कभी नम भी है ,
दुआ करते है आपकी हंसी कभी न रुके ,
क्यूंकि आपकी मुस्कराहट के दीवाने हम भी है.

Bewafa Hindi Shayari

na hua hain, na hoga koee paida khudaee mein vafa mein,
mujhsa or tumsa kufr main
wo kahan rehty hain jo kufr kr k gaye

 


Post a Comment

0 Comments