Kalim Ajiz [proununciation: Kaleem Aajiz] who was born in Telhara [Nalanda] in Bihar, was a renowned Urdu poet.
He passed away in Hazaribagh [Jharkhand] in February 2015. Ajiz was 90. A poet in classical mould, he inspired generations of Urdu poets and readers.
A retired professor, he enriched Urdu literary world for almost seven decades. Ajiz' first collection of poetry was released by former president of India, Fakhruddin Ali Ahmad in 1976. Read this unique ghazal:
दिन एक सितम, एक सितम रात करो हो
वोह दोस्त हो, दुश्मन को भी मात करो हो
हम ख़ाक-नशीं, तुम सुख़न-आराए-सर-ए-बाम
पास आके मिलो, दूर से क्या बात करो हो
हम को जो मिला है वोह तुम्हीं से तो मिला है
हम और भुला दें तुम्हें? क्या बात करो हो
दामन पे कोई छींट न खंजर पे कोई दाग़
तुम क़त्ल करो हो कि कोई करामात करो हो
बकने भी दो 'आजिज़' को जो बोले है बके है
दीवाना है, दीवाने से क्या बात करो हो
कलीम आजिज़
Now read the same ghazal in Roman English script:
din ek sitam, ek sitam raat karo ho
voh dost ho, dushman ko bhi maat karo ho
ham khaak-nashee.n, tum sukhan-aaraa-e-sar-e-baam
paas aa ke milo, door se kyaa baat karo ho
ham ko jo milaa hai voh tumhiiN se to mila hai
ham aur bhilaa dein tumhein! kyaa baat karo ho
daaman pe koii chhiinT na Khanjar pe koii daaGh
tum qatl karo ho ki koii karaamaat karo ho
bakne bhii do 'aajiz' ko jo bole hai bake hai
diivaana hai, diivaane se kyaa baat karo ho
Kalim Aajiz

0 Comments