Urdu Shayari In Urdu Biography
Source:- Google.com.pkWo Manzilen Bi Kho Gayin
Wo Raasty Bi Kho Gaye
Jo Ashna Se Log The
Wo Ajnabi Se Ho Gaye
Na Chand Tha Na Chandni
Ajeeb Thi Wo Zindagi
Chiragh Thy K Bhuj Gaye
Naseeb Thy K So Gaye
Ye Poochty Hain Raasty
Ruky Ho Kes Ke Wasty?
Chalo Tum Bi Ab Chalo
Wo Mehraban Bi Kho Gaye
---***---
Kiya Khabar Thi Tum Achanak Hi Juda Ho Jao Gay,
Kabhi Mujh Per Martay Thay Kisi Or Pe Fida Ho Jao Gay,
Ek Tujhe Hi To Chaha Tha Apni Zaat Se Barh Kar,
Ye Socha Bhi Nai K Mere Liye Saza Ho Jao Gay,
Main Nai Pochonga Tum Se Kabhi” Mujhe Chorne Ka Sabab,
Mere Ye Pochne Per Tum Shayad Mujh Se Khafa Ho Jao Gay,
Main To Isi Main Khush Hun K Tum Khush Ho” Warna!
Utha Lon Hath Agar Dua K Liye To” Tum Ab Bhi MERE” Ho Jao Gay
---***---
Kisi Ranjish Ko Hawa Do K Main Zinda Hoon Abhi
Mujh Ko Ehsaas Dila Do K Main Zinda Hoon Abhi
Mere Ruknay Se Meri Saansain Bhi Ruk Jayengi
Faaslay Or Barha Do K Main Zinda Hoon Abhi
Zehar Peenay Ki To Aadat Thi Zamanay Waalon
Abb Koi Or Dawa Do K Main Zinda Hoon Abhi
Chalti Raahon Main Tunhi Aankh Lagi Hai
Bheer Logon Ki Hata Do K Main Zinda Hoon Abhi
---***---
Iss Qadar Chair Na Tu Hum Sey Preshaano Ko
Raakh Kar Dayngay Jala Kar Teray Aaiwaano Ko
Chaak Seenon Sey Har Ek Simat Sharrar Phaylayn Gay
Hum Ko Haajat Nahi Seeney Ki Greebano Ko
Tum Samajhty Ho Key Dab Jaaiy Gi Aawaz Mere
Kaat Daynay Sey Meray Jism Ki Shariiyano Ko
Jis Ki Raato Main Utarta Tha Chamkta Suraj
Ab Wohi Sehar Toh Sharmaay Hai Weerano Ko
Woh Toh Kahiye Key Hai Kuch Zabt Ka
Warna Aata Hai Chaalkna Mery Paymaano Ko
---***---
Itna Bi Apni Zaat Se Koi Juda Na Ho
Nikle Teri Talaash Mein Apna Pata Na Ho
Dekho Kay Phir Hawaon Kay Tevar Badal Gai
Sahil Ki Rait Par Koi Kuch Likh Raha Na Ho
Tanhaian Kuch Is Tarha Basti Hain Mery Saath
Aakaas Bi Jesay Shajar Se Juda Na Ho
Na Kar To Mery Jism Kay Zakhmon Kay Yoon Hisab
Ye Deekh Tery? Haat Main Pathar Bacha Na Ho
Apno Se Bi Miloon To Ye Khouf Sa Rahe
Chehre Ke Peechay Or Koi Chehra Chupa Na Ho
---***---
Zara Si Dair Ko Aye Khawab Ankho’n Main
Phir Uss K Baad Musalsal Azaab Ankho’n Main
Woh Jis Naam Ki Nisbat Rooshan Tha Wajood
Khatak Raha Hai Wohi Aaftab Ankho’n Main
Jinhain Mataaey Dil-O-Jaan Samajh Rahey Thay Hum
Woh Aaye Bhi Tu Huway Hijaab Ankho’n Main
Ajab Tarah Ka Hai Musam Ke Khaak Urhti Hai
Woh Din Bhi Thay K Khiley Thay Gulaab Ankho’n Main
Na Janey Kis Qayamat Ka Paish Khaima Hai
Ye Uljhan Teri Bey Intesaab Ankho’n Main
---***---
Waqt Ki Raftar Key Sath Tu Chalna Seekh Ley
Dard Seh Ker Is Jahan Main Muskrana Seekh Ley
Doosron Sey Shikwa Kerna Or Shikayat Chor Dey
Her Kisi Sey Piyar Kerna Dil Lagana Seekh Ley
Kanch Key Tukrey Parey Hain Zindagi Ki Rah Per
Kanch Key Tukron Pey Chal Ker Tu Bhi Jeena Seekh Ley
Gham Utha Ker Muskrana Kaam Yeh Waliyon Ka Hey
Auoliya Key Naqsh-E-Pa Per Tu Bhi Chalna Seekh Ley

Himat-E-Iltija Nahi Baqi
Zabt Ka Hosla Nahi Baqi
Ik Teri Deid Chin Gayi Mujh Se
Warna Duniya Mein Kya Nahi Baqi
Apni Mashqe Sitam Se Hath Na Kench
Mein Nahi Yad-E-Wafa Nahi Baqi
Teri Chishm-E-Alam Nawaz Ki Khair
Dil Mein Koi Gila Nahi Baqi
Ho Chuka Khatam-E- Ehad Hijr-O-Wisal
Zindagi Mein Maza Nahi Baqi
---***---
Bheegi Hui Aankhon Ka Yeh Manzar Na Milega,
Ghar Chhod Ke Mat Jao Kahi Ghar Na Milega,
Phir Yaad Bahut Aayegi Zulfon Ki Ghani Shaam,
Jab Dhoop Mein Koi Saaya Sir Par Na Milega,
Aansoo Ko Kabhi Auz Ka Katra Na Samajhna,
Aisa Tumhe Chahat Ka Samandar Nahi Milega,
Is Khawaab Ke Mahol Mein Bhi Khawaab Hai Aankhein,
Jab Neend Bahut Aayegi,Bistar Na Milega,
Yeh Soch Lo Ab Akhri Saya Hai Mohabbat,
Is Dar Se Jo Uthogi To Koi Dar Na Milega..!!!
---***---
Khasmosh Say Lab Ankhoon Main Nami Hoti Hai
Teri Yaad Jo Aati Hai To Kuch Aaisi Aada Hoti Hai
Ankhoon Ko Band Kar K Us Ko Main Sochoon To
Khamosh Andharay Main Bas Uski Nigaah Hoti Hai
Ab Ya Duniya Meri Muha Veeran Si Lagti Hai
Khushboo Teri Na Hoti Hai Na Teri Sada Hoti Hai
Jis Desh Bhi Jao Tum Woh Desh Tumhara Ho
Ab Haath Jo Uthta Hain To Yahi Dua Hoti Hai…!!

Ek Ajeeb Si Uljhan Hy
Mere Aur Tumhary Darmiyan
Tum Apne Qadmo’n Mein
Manzile’n Samait Bethi Ho
Mere Qadam Bhi Be-Nishan Raasto’n Per Hyn
Tum Apne Lab Kaat Kaat Ker
Har Lafz Ko Be-Unwan Ker Deti Ho
Main Bhi Ehsaas Ki Lau Ko
Hansi Ki Hawa Se Bujha Deta Hoon
Tum Chahti Ho k !
Tajdeed.e.Mohabbat Main Kro’n
Main Chahta Hoon k !
Tum Mujhy Hairat Mein Daalo
Wo Ek Baat Jo Humei’n Kehni Hy
Magar Hum Keh Nahi Pate k
Na-jane Kis Manzil Per Aa Kr Hum Khare Hyn
Jahan Tum ANAA-PARAST Ban Gayi Ho
Aur Main KHUD-PARAST Ho Gaya Hoon __ !
---***---
Na Men Kaneez_e_Badshah
Na men Muhabbat_e_
Saleem
Phir B Mere Naseeb men
Deewar Q..? Darrar Q…?

0 Comments