Header Ads Widget

Urdu Poetry Love Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Poetry Love Biography

Source:- Google.com.pk

Zindagi meri teray gird ghomati hai
Aam hai sara jahan mery ley ik khaas hai tu.
---***---
Na Chaho Itna Hame, Ab Chahto
Se Dar Lagta Hai, Na Aao
Itna Karib Mere Ki Judai Se
Dar Lagta Hai, Tumhari
Wafao Pe Bharosa Hai, Par
Apna Nasib Se Dar Lagta Hai.
---***---
Ikraar Mein Shabdon Ki Ehmiyaat Nahi Hoti
Dil Ke Jazbaat Ki Awwaaz Nahi Huti
Aankhein Bayaaan Kaar Deti Hain Dil Ki Daastaan
Mohabbaat Lafzoon Ki Mohtaaj Nahi Hoti.
---***---
Piyaar Toh Zindagi Koh Sajane K Liye Hai
Per Zindgai Bus Dard Barahanay Kay Liye Hai
Mere Ndar Ki Udaaasi Kaash Koi Parhe
Ye Hansta Huaa Chehraa Zamanay K Liye Hai.
---***---
Nazaar aNdaaz Kaise KR Aapkoh
Nazroo Mai Bethaaya Hai Aapkoh
Yaaad Aanay Pe Royay Bhi Toh Kaisay
Jhuki Joh Palkein Hamari Toh Chubegi Aapkoh.
---***---
Agar Kabhi Kitaab Likho
Chahato’n K Naam Likhna
Rafaqato’n K Naam Likhna
Tumhari Mujs Se Dosti Ki
Wo Pehli Pehli Baat Likhna
Payam Likhna Wo Dosti K
Qabuliyat K Muqaam Likhna
Wo Hijr Ki Raato’n Ki Baat Likhna
Wo Vasl Din Ki Mulaqat Likhna
Ikhtitam-e-Kitaab Aaye Tou Soch Lena
Yaad Kerna
Aur
Apna Mera Naam Likhna . .
---***---
Aik bheegi hui see rat milay
Us rat mein tera hath milay
Teray lab say tapkein jo boondein
Unhein meray labon ka sath milay
Kuch tum bhi behkay behkay say
Kuch mujhay nasha sa taari ho
Har pal mein chaye madhoshi
Aik aisi rat hamari ho
Phir tum aao meri banhon mein
Mein pyar karon tumhein jee bhar k
Tum mujh say thora sharmao
Sharma k galay say lag jao
Mein jitna tum ko pyar karon
Tum itna hee betab ho jao
Humein pyar k kuch lamhar milein
Aik bheegi hui see raat milay
---***---
Teri Aankhon K Haseen Jaal Mein Aajaon Ga Main

Teri aankhon ke haseen jaal mein aajaon ga main
Mujh ko lagta hai teri chaal main aajaon ga main

Zindagi baad tere hona thi mushkil lekin
Yeh na socha ke is haal mein ajaon ga main

Dekh kar us ko mujhe yad kare gi dunya
Aik din us ke had’o’haal mein aajaon ga main

Kitne mausam they jo de kar mujhe taanay guzre
Tum to kehte they ke ik saal mein ajaon ga main

Sur mein ajaye ga jeevan tere aa jane se
Tere aaney se kisi taal mein aajaon ga main_____!!
---***---
o khushi tumhary qareeb ho
wo sada tumhay naseeb ho
tujhay wo khalos milay kay jo
teri zindagi par moheet ho
jo mayaar tujko pasand ho
jo tumhary dik ki umang ho
teri zindagi jo talab kary
taray hamsafer ka wo rung ho
jo kheyal dil main aseer ho a
ur dua main b taseer ho
hath uthaty he khuda karay teray
samny he tabeer ho
tujhy wo jahan milay jidher
ghamon ka guzer na ho j
idher roshni ho khalos ho
aur nafraton ki khaber na ho
---***---
Jo Chala Gya Mujhe Chor K Main Kabhi Na Us Ko Bhula Saka
Wohi Dorian Wohi Fasle Main
Kabhi Na In Ko Mita Saka.
Kya Use B Mujh Se Pyar Tha
Ya Tabussum Us Ka Shuar Tha
Wo Koi Ajib Sawal Tha Jo Meri Samajh Mein Na Aa Saka
Meri Zindagi Ka Sakoon Tha Wo Mere Dil Ka Ik Janon Tha
Meri Bandagi Mera Pyar Tha
Yehi Bat Na Main Bta Saka
Yehi Sochta Tha Main Raat Bhar wo Kabhi Mile Ga jo Raah Par
To Karon Ga Us Se Shikaitain
Wo Mila To Lab Na Hila Saka… ;->
---***---
Tor di har aas ki dori,
Aason mai kia rakha hy,
Ishq, mohabat hyn sab baatyn,
Baatoon mai kia rakha hy,
Qismat mai jo likha hy,
Aksar ho kar rehta hy,
Chand lakeryn uljhii si,
Warna haathoon mai kia rakha h
---***---
Mujhko maara hy, ek dard-o-dava se pehle,
Di saza ishq ki hr jurm-o-khata se pehle.

Aatish-e-ishq ßharkti hy hawa se pehle,
Hont jalte hen mohabt me dua se pehle.

Ab kami kia hy tere ße-saro samano ko,
Kch na tha teri qasam, tark-o-fana se pehle.

Ishq-e-ßebak ko daawey the boht khalvat me,
Kho dia sara ßharam,sharm-o-haya se pehle.

Maut k nam se darte the hum ae shauq-e-hayat,
Tu ne tou maar hi dala tha Qaza se pehle.
---***---
Ek ladki chali jaa rahi thi,
Ek ladke ne awaz di,
O deewani sun!
Tera dupata zamin say,
ghaseeta jaa raha hai,
Ladki boli O deewane
Tou kya jaane?
Yeh bhi apna farz nibha raha hai,
koi choom na lay,
Mere qadmoon ki mitti ko…..
Isi liye nishan mittata jaraha hai..
---***---
Khud Apny Ley Bate K
Khud Apny Ley Bate K Sochain Gy Kisi Din
Youn Hi K Tuhjh Bool K Deykain Gy Kisi Din
Batakhty Hovy Phirty Hain Jo Lafz Dil Main
Dunya Ny Deya Waqt To Lekain Gy Kisi Din
Hil Jay Gay Yeh Arsh K Dar-O-Bam
Yeh Khak Nasheen Log Jo Bolen Gy Kisi Din
Jati Hy Kisi Jeel Ki Gehrai Kahan Tak
Aankon Main Tery Doob K Dykain Gy Kisi Din

Post a Comment

0 Comments