Urdu Poetry Images Biography
Source:- Google.com.pk Kiss Qadar Anokha Hai Raabta Muhabbat Ka
Kab na janay ho jaye mojza muhabbat ka
Apni zaat sy bi wo anjanbi sa lagta hai
Jiss k sath ho jaye haadsa muhabbat ka
Wo chala hi jata hai jis nay jana hota hai
Lakh do chahay usko waasta muhabbat ka
Zindagi main jeenay ka aasra nahi rehta
Jab kisi sy cheen jaye hosla muhabbat ka
Doston sy MOHSIN agar tumhain muhabbat hai
Doston ko mat dena mashwara muhabbat ka........!!!
---***---
Ham Ne "ULFAT" Ka Bharm Sab Se Juda Rakha Ha
Goya Seene Mein Tujey "DIL" Ki Jaga Rakha Ha
Dil Ye Chahey Ke Tu Kabi "BADNAAM" Na Ho
Dekh Zikr Tera Ha Magr Naam Chupa Rakha Hy
Mery Jis Hath Sy Kia Tha Tu Ny "MUSAFA"
Dhoya Hi Nahi Honton Sy Laga Rakha Hy
Ab Hum Samjhe Tery "RUKHSAR" Py Till Ka Matlab
"DOULT-E-HUSN" Pe Darban Bitha Rakha Hy
"JUDA" Ho Gaye Hain To Phir Kia Howa
Teri Tasweer Ko Seeny My Saja Rakha Hy
---***---
Chalo Mana!
Kisi Sa'at, Kisi Lamhe
Kisi Din, Ya Kisi Shab mein
Ya Hafte mein, Maheene mein
Tumhain Fursat nahi, socho mujhe
Lekin koi Tehwaar aaye to
Kisi ko tum Galy sy jab lagao to
Mujhe bhi Yaad kar laina...!
---***---
Log apno se rista bhi tod dete hai,
Gairo ka daman tham lete hai,
Hum to ek phool bhi na tod paye,
Log to dil bhi kaise tod dete hai.
Wo aate to hai magar tan se nahi,
Wo baithe to hai magar man se nahi,
Kaun kahta hai ki wo pyaar nahi karate,
Karte to hai magar hamse nahi.
---***---
Mili jo nazare to pyar ho jayega,
Aankho hi aankho mein ikrar ho jayega,
Agar phir tuta dil humara,
To kasam se phir kabhi na jud payega
---***---
Hum umeedo ki duniya basate rahe.
Wo bhi har kadam per hume aazmate rahe.
Jab mohabbat me marna pada.
Hum mar gaye or vo bahane banate rahe.
---***---
Mili jo nazare to pyar ho jayega,
Aankho hi aankho mein ikrar ho jayega,
Agar phir tuta dil humara,
To kasam se phir kabhi na jud payega.
---***---
Kuch Nahi Badla Muhabat Main Yahan. Bus Bewafai Aam Ho Gai Hai…
Bant Gaya Hun Do Jahgon Per. Aik Usk Jisam Main Or Aik Dil Main.
Ja Aur Koi Zabt Ki Dunya Talash Kar
Aey Ishq Hum To Ab Tere Qabil Nae Rahay…
Tera saath hai tou mujhey kiya kumi hai
Andhairon se bhi mil rahi ROSHNI hai
Mohabbat ki taakat ko aazama reha hoon
haal-e-dil sab se chhupa reha hoon…
Aasoo tere nikale to aankhein meri ho
Dil tera dhadake to dhadakan meri ho,
jala vo aag mohabbat ki mere seene mai
khayyal gair ka aaye to khaak ho jaaye.............
---***---
Agar hamne apne gam aapko de diye hote,
To aap apne hosh kho diye hote,
Ham to phir bhi muskura rahe hai,
Aap to khuda kasam ro diye hote.
---***---
Zindagi ke liye jina jaruri hai,
Jine ke liye Arman jaruri hai,
Zindagi me chahe kitne bhi ho Gham,
Aapke Chehre par Muskaan jaruri hai.
---***---
Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
kaun jane ke hum kidhar jayenge,
hum apki parchayi hain yaad rakhna,
jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge.
---***---
Din kuch aise guzarta hai koi,
Jaise ehsaan utarta hai koi,
Aaina dekha to tasalli hui,
Humko is ghar mein janta hai koi.
---***---
Ankhon me unki taswir
dil me yad liye baithe ha hum,
koi puche to kya kahe kaise ha hum!
unko shikwa na milne ki,
nazare jhuka k deken dil me unke rehte hai hum
---***---
SALEEKA HI NAHI SHAYUD USSE MEHSOS KARNE KA,
JO KEHTA HAI KHUDDA HAI TO NAZAR ANA ZARORI HAI,
JO DIL MEIN HAI USSE ANKHO SE KEHLANA ZARORI HAI,
MOHABBAT NA SAMAJH HOTI HAI ...
SAMJHANA ZARORI HAI
---***---
Vada to kar lete ho,
nibhana bhool jate ho,
aag seene mein lagakar bhujana bhool jate ho,
bhoolne ki to aadat ho gayi hai aapki,
rulate ho or manana bhool jaa te ho.
---***---
KASH SHAYARI HUM BHI LIKH PAATE,
LAFZON KE KHEL HUM BHI KHEL PAATE,
KHUDA NE DIL PAR CHOT KUCH AISI DI..
AANSUON KO CHUPAKE KASH HUM BHI MUSKURA PAATE.
---***---
Jindagi bahut kuch sikhati hai,
kabhi hansati hai kabhi rulati hai,
khud se jyada kisi par bharosa mat karna,
andhere me to parchhai bhi saath chhod jati hai..
---***---
Bhigi hui ankhon ka manzar na milega,
Ghar chod ke mat jao phir ghar na milega,
Anmol sajavat hai ye sharmilee hansi bhi,
Bazaar mein kahin aisa zevar na milega
---***---
WO MAHFIL ME AAI BAITHE HAI,
APNE HAATHO ME MERA DIL DABAI BAITHE HAI,
HUM NE PUCHA KYA HAI HAATHO ME,
BAHANA BANA DIYE MEHNDI LAGAI BAITHE HAI.
---***---
Kal fursat na mili to kya karoge,
itni mohlat na mili to kya karoge,
roz keh dete ho kal sunege kal Sunege,
kal agar meri hi ankhe na khuli to kya karoge.
---***---
Kal phir yahi sama hoga,
Hum me se kaun na jaane kahan hoga.
Murjhaye phool to mil jayenge kitabo me
,Par bichde pyar ka shayad hi koi nishaan hoga.
---***---
Kab na janay ho jaye mojza muhabbat ka
Apni zaat sy bi wo anjanbi sa lagta hai
Jiss k sath ho jaye haadsa muhabbat ka
Wo chala hi jata hai jis nay jana hota hai
Lakh do chahay usko waasta muhabbat ka
Zindagi main jeenay ka aasra nahi rehta
Jab kisi sy cheen jaye hosla muhabbat ka
Doston sy MOHSIN agar tumhain muhabbat hai
Doston ko mat dena mashwara muhabbat ka........!!!
---***---
Ham Ne "ULFAT" Ka Bharm Sab Se Juda Rakha Ha
Goya Seene Mein Tujey "DIL" Ki Jaga Rakha Ha
Dil Ye Chahey Ke Tu Kabi "BADNAAM" Na Ho
Dekh Zikr Tera Ha Magr Naam Chupa Rakha Hy
Mery Jis Hath Sy Kia Tha Tu Ny "MUSAFA"
Dhoya Hi Nahi Honton Sy Laga Rakha Hy
Ab Hum Samjhe Tery "RUKHSAR" Py Till Ka Matlab
"DOULT-E-HUSN" Pe Darban Bitha Rakha Hy
"JUDA" Ho Gaye Hain To Phir Kia Howa
Teri Tasweer Ko Seeny My Saja Rakha Hy
---***---
Chalo Mana!
Kisi Sa'at, Kisi Lamhe
Kisi Din, Ya Kisi Shab mein
Ya Hafte mein, Maheene mein
Tumhain Fursat nahi, socho mujhe
Lekin koi Tehwaar aaye to
Kisi ko tum Galy sy jab lagao to
Mujhe bhi Yaad kar laina...!
---***---
Log apno se rista bhi tod dete hai,
Gairo ka daman tham lete hai,
Hum to ek phool bhi na tod paye,
Log to dil bhi kaise tod dete hai.
Wo aate to hai magar tan se nahi,
Wo baithe to hai magar man se nahi,
Kaun kahta hai ki wo pyaar nahi karate,
Karte to hai magar hamse nahi.
---***---
Mili jo nazare to pyar ho jayega,
Aankho hi aankho mein ikrar ho jayega,
Agar phir tuta dil humara,
To kasam se phir kabhi na jud payega
---***---
Hum umeedo ki duniya basate rahe.
Wo bhi har kadam per hume aazmate rahe.
Jab mohabbat me marna pada.
Hum mar gaye or vo bahane banate rahe.
---***---
Mili jo nazare to pyar ho jayega,
Aankho hi aankho mein ikrar ho jayega,
Agar phir tuta dil humara,
To kasam se phir kabhi na jud payega.
---***---
Kuch Nahi Badla Muhabat Main Yahan. Bus Bewafai Aam Ho Gai Hai…
Bant Gaya Hun Do Jahgon Per. Aik Usk Jisam Main Or Aik Dil Main.
Ja Aur Koi Zabt Ki Dunya Talash Kar
Aey Ishq Hum To Ab Tere Qabil Nae Rahay…
Tera saath hai tou mujhey kiya kumi hai
Andhairon se bhi mil rahi ROSHNI hai
Mohabbat ki taakat ko aazama reha hoon
haal-e-dil sab se chhupa reha hoon…
Aasoo tere nikale to aankhein meri ho
Dil tera dhadake to dhadakan meri ho,
jala vo aag mohabbat ki mere seene mai
khayyal gair ka aaye to khaak ho jaaye.............
---***---
Agar hamne apne gam aapko de diye hote,
To aap apne hosh kho diye hote,
Ham to phir bhi muskura rahe hai,
Aap to khuda kasam ro diye hote.
---***---
Zindagi ke liye jina jaruri hai,
Jine ke liye Arman jaruri hai,
Zindagi me chahe kitne bhi ho Gham,
Aapke Chehre par Muskaan jaruri hai.
---***---
Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
kaun jane ke hum kidhar jayenge,
hum apki parchayi hain yaad rakhna,
jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge.
---***---
Din kuch aise guzarta hai koi,
Jaise ehsaan utarta hai koi,
Aaina dekha to tasalli hui,
Humko is ghar mein janta hai koi.
---***---
Ankhon me unki taswir
dil me yad liye baithe ha hum,
koi puche to kya kahe kaise ha hum!
unko shikwa na milne ki,
nazare jhuka k deken dil me unke rehte hai hum
---***---
SALEEKA HI NAHI SHAYUD USSE MEHSOS KARNE KA,
JO KEHTA HAI KHUDDA HAI TO NAZAR ANA ZARORI HAI,
JO DIL MEIN HAI USSE ANKHO SE KEHLANA ZARORI HAI,
MOHABBAT NA SAMAJH HOTI HAI ...
SAMJHANA ZARORI HAI
---***---
Vada to kar lete ho,
nibhana bhool jate ho,
aag seene mein lagakar bhujana bhool jate ho,
bhoolne ki to aadat ho gayi hai aapki,
rulate ho or manana bhool jaa te ho.
---***---
KASH SHAYARI HUM BHI LIKH PAATE,
LAFZON KE KHEL HUM BHI KHEL PAATE,
KHUDA NE DIL PAR CHOT KUCH AISI DI..
AANSUON KO CHUPAKE KASH HUM BHI MUSKURA PAATE.
---***---
Jindagi bahut kuch sikhati hai,
kabhi hansati hai kabhi rulati hai,
khud se jyada kisi par bharosa mat karna,
andhere me to parchhai bhi saath chhod jati hai..
---***---
Bhigi hui ankhon ka manzar na milega,
Ghar chod ke mat jao phir ghar na milega,
Anmol sajavat hai ye sharmilee hansi bhi,
Bazaar mein kahin aisa zevar na milega
---***---
WO MAHFIL ME AAI BAITHE HAI,
APNE HAATHO ME MERA DIL DABAI BAITHE HAI,
HUM NE PUCHA KYA HAI HAATHO ME,
BAHANA BANA DIYE MEHNDI LAGAI BAITHE HAI.
---***---
Kal fursat na mili to kya karoge,
itni mohlat na mili to kya karoge,
roz keh dete ho kal sunege kal Sunege,
kal agar meri hi ankhe na khuli to kya karoge.
---***---
Kal phir yahi sama hoga,
Hum me se kaun na jaane kahan hoga.
Murjhaye phool to mil jayenge kitabo me
,Par bichde pyar ka shayad hi koi nishaan hoga.
---***---
0 Comments