Urdu Love Poetry Biography
Source:- Google.com.pk
Tum mujhse khaffa kyun ho ?
tumhen mujse gila kya hia.??
achanak be rukhi itni.
batao to hua kya hai.??
manaaun kis tarah tumko.??
mujhe itna toh batla do.
agar ab ho sake tumse.
toh ye ahsan farma do.
meri manzil mohabat hai..
mujhy manzil pe pohncha do..
tumhari aankh men aansu..
mujhe achche nhi lagte..
tumhare narm honton pe..
gily achche nahi lagte?..
tumhare muskurane se..
mera dil muskurata hai..
tumhare rooth jaane se..
mera dil toot jata hai
---***---
Kiya likhoon, kuch likh na sakhoon,
Tere kabil kiya hai aisa .
Jo mein teri nazar karoon ,
Le karduniya ke sab rang .
Un mein tere rang baroon,
Door ufaq ke paar kahein .
Har soo tera naam likhoon ,
Chanda,Suraj,Sona,Chandi.
Tere agey Daan karoon ,
Apne dil ka haal mein tujh se .
Kehne ko hi Sher likhoon! ,
Tujh sa koi hai our na ho ga .
Har ik se mein yehi kehta pirrooon
---***---
Aaj dareche mein wo aana bhol gaya,
Aaj dareche mein wo aana bhol gaya,
Mein bhi apna dia jalan abhol gaya.
Aaj mujhe bhi uski yaad nahiaaye,
Wo bhi mery khawab mein aana bhol gaya.
Bahar ne jub se aana chor dia,
Mosum bhi apne phol khilana bhol gaya.
Chalte Chalte mein usko ghar le aaya,
Wo bhi mujh se apna hath churana bhol gaya,
Roth k dono aik jaga pe baithe rahe,
Mein usko aur wo mujh ko manana bhol gaya.
---***---
Junhi sham hui main bikhar gaya
tera dard tha, teri yaad thi
main jahan raha, main jidhar gaya
mera din to unhi guzar gaya
junhi shamhui main bikhar gaya
is abar ka mere yaar se
bara milta julta mizaj ha
kabhi toot kar baras gaya
kabhi berukhi se guzar gaya
jab main chor doon ga wo gali
usay yaad aye gi tab mere
khojay ga wo tab mujhey
usay khabar milay gi kay main mar gaya
abhi tang hai wo mere naam se
mere baad aye ga wo waqt dosto
wo tumhi ko rock ke poochay gi
wo kahan pe hay
wo kidhar gaya......
---***---
tumhen mujse gila kya hia.??
achanak be rukhi itni.
batao to hua kya hai.??
manaaun kis tarah tumko.??
mujhe itna toh batla do.
agar ab ho sake tumse.
toh ye ahsan farma do.
meri manzil mohabat hai..
mujhy manzil pe pohncha do..
tumhari aankh men aansu..
mujhe achche nhi lagte..
tumhare narm honton pe..
gily achche nahi lagte?..
tumhare muskurane se..
mera dil muskurata hai..
tumhare rooth jaane se..
mera dil toot jata hai
---***---
Kiya likhoon, kuch likh na sakhoon,
Tere kabil kiya hai aisa .
Jo mein teri nazar karoon ,
Le karduniya ke sab rang .
Un mein tere rang baroon,
Door ufaq ke paar kahein .
Har soo tera naam likhoon ,
Chanda,Suraj,Sona,Chandi.
Tere agey Daan karoon ,
Apne dil ka haal mein tujh se .
Kehne ko hi Sher likhoon! ,
Tujh sa koi hai our na ho ga .
Har ik se mein yehi kehta pirrooon
---***---
Aaj dareche mein wo aana bhol gaya,
Aaj dareche mein wo aana bhol gaya,
Mein bhi apna dia jalan abhol gaya.
Aaj mujhe bhi uski yaad nahiaaye,
Wo bhi mery khawab mein aana bhol gaya.
Bahar ne jub se aana chor dia,
Mosum bhi apne phol khilana bhol gaya.
Chalte Chalte mein usko ghar le aaya,
Wo bhi mujh se apna hath churana bhol gaya,
Roth k dono aik jaga pe baithe rahe,
Mein usko aur wo mujh ko manana bhol gaya.
---***---
Junhi sham hui main bikhar gaya
tera dard tha, teri yaad thi
main jahan raha, main jidhar gaya
mera din to unhi guzar gaya
junhi shamhui main bikhar gaya
is abar ka mere yaar se
bara milta julta mizaj ha
kabhi toot kar baras gaya
kabhi berukhi se guzar gaya
jab main chor doon ga wo gali
usay yaad aye gi tab mere
khojay ga wo tab mujhey
usay khabar milay gi kay main mar gaya
abhi tang hai wo mere naam se
mere baad aye ga wo waqt dosto
wo tumhi ko rock ke poochay gi
wo kahan pe hay
wo kidhar gaya......
---***---
Tera Zikar Bhi Karna Chor Diya
Ab Hum Ne Rona Chor Diya
Jub Rona Nahin To Hasna Kiya
Ab Hasna Hasana Chor Diya
HarShakhs Ne Hum Ko Zakham Diye
Ab Dil Ko Lagaana Chor Diya
Tum Rootha Karte Thay Hum Se
Ab Hum Ne Manaana Chor Diya
Teri Yaad Bohot Aati Thi Humain
Tujhe Yaad Bhi Karna Chor Diya
---***---
Jese Phir Haath Mai Khushbo K Khazane Aaye,
Yaad Phir Se Mujhe Wo Guzre Zamane Aaye,
Mere Apne Bhi Mujhe Bhoole HuweHein Shayad,
Ik Muddat Se Nahi DIL Ko Dukhane Aaye,
Or Dehleez Pe Aa Jati Hai Yaaden Lekin,
Laut K Phir Nahi Bachpan K Zamane Aaye,
Ab K Mausam Ne Bhi Ehsaan Kiya He Mujh Pe,
Yaad Phir Se Mujhe Wo Dard Purane Aaye,
Khoob Rakha He Rafaqat Ka Bharam Us Ne Faraz,
Kat Chuky Haath To Phir Haath Milane Aaye.
---***---
Ab Hum Ne Rona Chor Diya
Jub Rona Nahin To Hasna Kiya
Ab Hasna Hasana Chor Diya
HarShakhs Ne Hum Ko Zakham Diye
Ab Dil Ko Lagaana Chor Diya
Tum Rootha Karte Thay Hum Se
Ab Hum Ne Manaana Chor Diya
Teri Yaad Bohot Aati Thi Humain
Tujhe Yaad Bhi Karna Chor Diya
---***---
Jese Phir Haath Mai Khushbo K Khazane Aaye,
Yaad Phir Se Mujhe Wo Guzre Zamane Aaye,
Mere Apne Bhi Mujhe Bhoole HuweHein Shayad,
Ik Muddat Se Nahi DIL Ko Dukhane Aaye,
Or Dehleez Pe Aa Jati Hai Yaaden Lekin,
Laut K Phir Nahi Bachpan K Zamane Aaye,
Ab K Mausam Ne Bhi Ehsaan Kiya He Mujh Pe,
Yaad Phir Se Mujhe Wo Dard Purane Aaye,
Khoob Rakha He Rafaqat Ka Bharam Us Ne Faraz,
Kat Chuky Haath To Phir Haath Milane Aaye.
---***---
Meri Ankhoon Mein Basay Ho Tum
Ek Dua Ban Kar
Tumhein Zindagi Bhar Yunhi Chahoongi
Aitbaar Karo
Mere Hathoon Par Likha Hai Tumhara Naam
ChahatKai Rangoon Nai
Isai Dharkan Mein Basaoongi
Aitbaar Karo
Meri Har Soch Mein Shamil Hai Khayal Tumhara
Isai Sansoon Mein Rachaongi
Aitbaar Karo
Yun To Har Pal Tum Rehtay Ho Mere Hi Sath Humdum
Tumhein Saibaaan Mein Banaoongi
Aitbaar Karo
Hai Laboon Par Mere Jo Naam Tumhara Hai
Tumhein Apna Mein Banaoongi
Aitbaar Karo
Hain Kathin Rah-E-Wafa Janaa To Kya Hota Hai
Dil Jala Kar Mein Nibhaoongi
Aitbaar Karo
Mujhe Tumse Hai Mohabbat Tumhein Khabar Hai Yeh
Mein Isai Zindagi Mein Laoongi
Aitbaar Karo
Tumhara Hi Chehra Basa Hai Meri In Ankhoon Mein
Tumhein Tabeer Banaoongi
Aitbaar Karo
Tumhein Pakar Ho Jai Gi Sehal Zindagi Meri
Yehi Dua Bus Mangoongi
Aitbaar Karo
Kabhi Khawaboon Mein Kabhi Khayaloon Mein
Kehti Hoon Tumse Yehi
Mein Zindagi Tum Sang Sajaoongi
Aitbaar Kar
---***---
Zindagi May Hamesha Naye Log Milenge
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge
Aitbaar Zara Soch SamajKar Karna
Zaroori Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge
Ek Dua Ban Kar
Tumhein Zindagi Bhar Yunhi Chahoongi
Aitbaar Karo
Mere Hathoon Par Likha Hai Tumhara Naam
ChahatKai Rangoon Nai
Isai Dharkan Mein Basaoongi
Aitbaar Karo
Meri Har Soch Mein Shamil Hai Khayal Tumhara
Isai Sansoon Mein Rachaongi
Aitbaar Karo
Yun To Har Pal Tum Rehtay Ho Mere Hi Sath Humdum
Tumhein Saibaaan Mein Banaoongi
Aitbaar Karo
Hai Laboon Par Mere Jo Naam Tumhara Hai
Tumhein Apna Mein Banaoongi
Aitbaar Karo
Hain Kathin Rah-E-Wafa Janaa To Kya Hota Hai
Dil Jala Kar Mein Nibhaoongi
Aitbaar Karo
Mujhe Tumse Hai Mohabbat Tumhein Khabar Hai Yeh
Mein Isai Zindagi Mein Laoongi
Aitbaar Karo
Tumhara Hi Chehra Basa Hai Meri In Ankhoon Mein
Tumhein Tabeer Banaoongi
Aitbaar Karo
Tumhein Pakar Ho Jai Gi Sehal Zindagi Meri
Yehi Dua Bus Mangoongi
Aitbaar Karo
Kabhi Khawaboon Mein Kabhi Khayaloon Mein
Kehti Hoon Tumse Yehi
Mein Zindagi Tum Sang Sajaoongi
Aitbaar Kar
---***---
Zindagi May Hamesha Naye Log Milenge
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge
Aitbaar Zara Soch SamajKar Karna
Zaroori Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge
---***---
Tumhein soch-soch kar, tan mein jagi aungdayee
Kaisi-kaisi aithan jagi, aag lagaye bahki purwayee;
Kitna najuk pal hai yeh, jab tum hitum dikhti ho
Chahat ke changul mein fans, pighle yeh garmayee.
Najar-najar ka khel hai yeh, najron nein aag lagayee
Ras-Ras boondein tapak rahi, hothon ki hai badhayee;
Gaal-gulala- kamal se chikne, chchuwan se ho fislayee
Chehra chaand sa lagne lage, roshani faila jab muskayee
Sach boloon to jab tum aati ho, mujhe achcha lagta hai
Khul khayal khilne lagte hain, armanon ki rang-rangayee;
Aas-pass sab jaanch-jaanch, tum aanch-aanch aungnayee
Bandhan mein chandan sa lagta, jaise jism-jism amrayee.
---***---
Chalo Tum Theek Kehte Ho
Muhabat Aur Sayasat Main
Sabhi Atwaar Jaaiz Hain
Chalo Hum Maan Lete Hain
Mager Ye Jung Kesi He
Tum HiMere Muqabil Ho
Chalo Hum Jeet Ki Khawahish
Tum Hi Pe Waar Dete Hain
Dhanak K Pull Pe Chal K Hum
Gagan K Paar Jaate Hain
---***---
Kaisi-kaisi aithan jagi, aag lagaye bahki purwayee;
Kitna najuk pal hai yeh, jab tum hitum dikhti ho
Chahat ke changul mein fans, pighle yeh garmayee.
Najar-najar ka khel hai yeh, najron nein aag lagayee
Ras-Ras boondein tapak rahi, hothon ki hai badhayee;
Gaal-gulala- kamal se chikne, chchuwan se ho fislayee
Chehra chaand sa lagne lage, roshani faila jab muskayee
Sach boloon to jab tum aati ho, mujhe achcha lagta hai
Khul khayal khilne lagte hain, armanon ki rang-rangayee;
Aas-pass sab jaanch-jaanch, tum aanch-aanch aungnayee
Bandhan mein chandan sa lagta, jaise jism-jism amrayee.
---***---
Chalo Tum Theek Kehte Ho
Muhabat Aur Sayasat Main
Sabhi Atwaar Jaaiz Hain
Chalo Hum Maan Lete Hain
Mager Ye Jung Kesi He
Tum HiMere Muqabil Ho
Chalo Hum Jeet Ki Khawahish
Tum Hi Pe Waar Dete Hain
Dhanak K Pull Pe Chal K Hum
Gagan K Paar Jaate Hain
---***---
0 Comments