Header Ads Widget

Urdu Love Poems Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Love Poems Biography

Source:- Google.com.pk

Fragh E Waqat Meer Ho Khawab Suntay Rahain
Tere Sukhan K Mahaktay Gulab Suntay Rahain
Jo Taar Charay Rahay Hain Her Aik Darkan K
Teri Ada K Ye Saye Ye Rabab Suntay Rahay
Tere Sukhan Ko Smayet K Her Hasar Main Lain
Jahan Se Kat K Wo Tera Khitab Suntay Rahin
Ye Altfaat Bhi Qurbat K Humraqab Hai Gar
To Dharkano K Sawalo Jawab Suntay Rahain
Tamam Guzti Hoi Sayto K Lab Kholain
Kitab E Hijar Ka Sara Nisab Suntay Rahain
---***---
Wo Jo A Jatay The Ankhon Main Sitaray Layker
Janay Ki Dais Gaye Khawab Hamaray Layker
Chao Main Bethney Walay He To Sub Se Pahlay
Pairh Girta Hai To A Jatay Hain Aaray Layker
WO Jo Asoda Hasil Hain Inhain Kaya Maloom
Ab K Mooj I To Paltay Gi Kinaray Layker
Aysa Lagta Hai Ye Her Mosam E Hijra Main Bahar
Hont Rakh Deti Hai Shakho Pay Tumharay Layker
Shahar Walo Kaha Yaad Hai Wo Khawab Farosh
Phirta Rahta Tha Ko Galiyun Main Ghubaray Layker
Jis Jaga Jayen Bana Letay Hain Apni Jaga
Ab Jo Zinda Hain To Kuch Sans Udharay Layker
---***---
Tu Mujhe Itane Pyaar Se Mat Dekh
Terii Palako.N Ke Narm Saaye Me.N
Dhuup Bhii Chaa.Ndanii Sii Lagatii Hai
Aur Mujhe Kitanii Duur Jaanaa Hai
Ret Hai Garm, Paa.Nv Ke Chhaale
Yuu.N Damakate Hai.N Jaise Angaare
Pyaar Kii Ye Nazar Rahe, Na Rahe
Kaun Dasht-E-Vafaa Me.N Jaataa Hai
Tere Dil Ko Khabar Rahe Na Rahe
Tuu Mujhe Itane Pyaar Se Mat Dekh
---***---
Band Lain Hath Pay Sene Pay Saja Lain Tum Ko
Ji Mein Ata Hai K Taveez Bana Lain Tum Ko
Phir Rooz Sanwarain Tumhain Berhta Dekhein
Kiyn Na Angan Mein Chambeli Sa Laga Lain Tum Ko
Kabhi Khawabo Ki Tarah Ankh K Perday Mein Raho
Kabhi Khwahish Ki Tarah Dil Mein Bhula Lain Tum Ko
Jis Tarah Raat K Sinay Mein Mehtaab Ka Noor
Apne Tareek Makano Mein Saja Lain Tum Ko
Kaya Ajab Khawahish Uthti Hai Hamare Dil Mein
Ker K Muna Sa Hawao Mein Uchalain Tum Ko
Iss Qadar Toot K Humain Tum Pay Payar Ata Hai
Apni Baho Mein Bharain Maar He Dalain Tum Ko
---***---
Us Ne Kaha Muj Se Tumhain Kitna Payar Hai?
Maine Kaha Sitaro Ka Koi Shumar Hai
Us Ne Kaha Ke Kon Tumhain Hai Bohat Aziz?
Maine Kaha Ke Dil Pay Jise Ikhtiyar Hai
Us Ne Kaha Ke Kon Sa Tuhfa Hai Man Pasand?
Maine Kaha Wo Shaam Ko Ab Tak Udhaar Hai
Us Ne Kaha Khizan Mein Mulaqat Ka Jawaz?
Maine Kaha Ke Qurb Ka Matlab Bahar Hai
Us Ne Kaha K Muj K Yaqeen Aye Kis Tarah?
Maine Kaha Ke Naam Mera Aitbar Hai
---***---
Wo Shakhs Mujhe Pyaara Hai Usay Kehna
Wohi Jeene Ka Sahaara Hai Usay Kehna
Laug Pyaare Hain Bohot Se Mujh Ko
Wo Sub Se Pyaara Hai Usay Kehna
Mohobbatein Shikaayatein Adaawatein Us Ki
Mujhe Sub Gawaara Hai Usay Kehna
Kacha Ghara Hai Aur Main Thaka Thaka As Hoon
Bohot Door Kinaara Hai Usay Kehna
Dil Ke Badle Jaan Mat Maango
Mujhe Is Main Khasaara Hai Usay Kehna
Chahne Waale Aur Bhi Hain Lekin
Ye Dil Sirf Tumhara Hai Usay Kehna
---***---

?Uzr any main bhi hai aur bulaty bhi nahi,
baais-e-tark-e-mulaqat bataty bhi nahi,

khoob parda hai k chilman se lge bethe hain,
saf chupty bhi nahi samny aty bhi nahi,

dekhty hi mujhe mehfil me ye irshaad hua,
kon betha ha? isy log uthaty bhi nahi,

ho chuka qata ta'lluq to jafaen kiun hon,
jinko matlab nahi rehta wo sataty bhi nahi,

zeest se tang ho "MOHSIN" to jeety kiun ho,
jan pyari bhi nahi jan se jatay bhi nahi....
---***---
jO hOty hain faqat chahe jane k qabil,
wO lOg nhi hOty bhUlaye jane k qabil,

tera khalOs aapni jaga meri majbOri smjh,
kUch dUkh nhi hOty btaye jane k qabIl,

ay sagar ki lehrO zara deyaan se paltna,
kUch ghrOnde nhi hOty mitaye jane k qabil,

jnmbish-A-lu b zruri nhi ankhEn keh deti hain,
kUch jazbaat nhi hOty chUpaye jane k qabil!!
---***---

Bohat Kehny Ki Khuwahish Hai,
Mgr Bta Nahi Sakty..

Teri Batain, Teri Yaadain,
Hamara Dil Dukhati Hain..

 Bohat Takleef Hoti Hai,
Tujhe Suna Nahi Sakty..

Tere Sath Chalna Hai,
Teri Manzil Bhi Ban Nahi Sakty ..

Bohat Thak Gaye Hain Hum,
Ab Aagy Ja Nahi Saktay..

Suno Hum Toot Jaen Ge,
Humain Kese Sametto Ge..

K Mar K Bhi Meri jaan!
Hum Tujhe Bhula Nahi Sakty...!!!
---***---
"Tera Husn Ho Mera Ishq Ho"
Tera Husn Ho
Mera Ishq Ho

To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho
Kabhi Main Milon, Kabhi Tu Milay
Kabhi Hum Milain, Mulaqaat Ho

Kabhi Tu Ho Chup, Kabhi Main Hoon Chup
Kabhi Dono Hum Chup Chaap Hoon

Kabhi Guftagu
Kabhi Tazkiray
Kabhi Zikar Ho
Ko'i Baat Ho

Kabhi Visaal Ho To Din Ko Ho
Kabhi Hijar Ho To Voh Raat Ho

Kabhi Main Tera
Kabhi Tu Meri

Kabhi Sath Main
Kabhi Sath Tu

Kabhi Ek Doojay Ka Sath Ho

Kabhi Sohbatain, Kabhi Ranjishain
Kabhi Dooriyan, Kabhi Qurbatain
Kabhi Ulfatain, Kabhi Nafratain
Kabhi Jeet Ho, Kabhi Maat Ho
Kabhi PhooL Ho Kabhi Dhool Ho
Kabhi Yaad Ho, Kabhi BhooL Ho

Rahain Muskuratay Pyaar Main
Khilain Phool Ban K Bahaar Main

Na Nashaib Ho
Na Faraaz Ho
Na Nasab Ho
Na He Zaat Ho

Rahain Muskuratay Pyaar Main
Khilain Phool Ban K Bahaar Main

Na Zameen Ko'i
Na Falak Ko'i
Na Vajood Ho
Na He Zaat Ho

Tera Husn Ho
Mera Ishq Ho
To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho..!!

Post a Comment

0 Comments