Sad Urdu Poetry Images Biography
Source:- Google.com.pk
Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
Naseeb hon khushiyan tumhain
tum khush raho sada
Tum ko rahat milay ,
tum ko chahat milay
Tumhain saray jahan ki muhabbat milay
Jahan main sab se hon achay tumharay naseeb
Koi dukh kabhi bhi na aaye qareeb tumharay
Dil ki har aarzooo poori Khuda karay
Tumhain chahnay walon ko kabhi bhi na juda karay
Mil jayen tum ko meray bhi naseeb ki khushiyaan
Dua hay bad tum ko kabhi gham na milay yahan …. (Aameen)
---***---
Jab tera dard mere sath wafa krta hai,
Ek samander meri ankhon say baha kerta hai,
Us ki batain muje khushbu ki tarha lagti hain,
Phool jese koi sehra main khila kerta hai,
Mere pyar ki pehchan yehi kafi hai,
Wo her ek shakhs ko danista khafa kerta hai,
Aur to koi sabab us ki mohabat ka nhi,
Baat itni hai k woh muj say jafa kerta hai,
Jab khazan aee to lot aey ga wo bhi FARAZ ,
Wo baharon mei zara kam hi mila kerta hai.
---***---
Kia MIla Usey Khoon-E-Tamana Ker K
Rakh Dia Hai Uss Ne Mujhe Shehar Mein Ruswa Ker K
Wo Samjh Sakta Nahi Ishq-O-Janoon Ki Batain
Mein Bata Sakta Nahi Un Ka Khulasa Ker K
Ain Mumkin Hai K Wo Iss Baat Pe Aamada Ho
Dekh Lete Hain Mohabbat Ka Taqaza Ker K
Ain Mumkin Hai Wo Nikal Aye Gahr Se Bahir
Dekh Lete Hain Naya Koi Tamasha Ker K
Wo Jo Aya To Aye Ga Lamha Bhar Ko
Lot jaye GA Koi Aur Bahana Ker K
---***---
Jo Udas Hain Tere Hijar Mein
Jinhe Bojh Lagti Hai Zindagi
Sar-E-Bazam Youn Inhe Dekh K
Tera Munh Chupane Ka Sukria
Jo Zamane Bher Ka Asool Tha
Wo Asool Tu Ne Nibha Dia
Yehi Rasm Thehray Gi Moutbar
Tera Bhool Jaane Ka Sukria
---***---
Tark-E-Taluq Ki Pahel Mein ne Ki
Chahta To Wo Tha Magar Us Mein Hosla Na Tha
Chorne Ka Faisla To Roz Kerta Tha WO Magar
Meri Wafa K Aage Uska bas Chalta Na Tha
---***---
Kaisi Halat Hai Meri Yeh Kaisa Safar Hai ,,
Ek Mudat Hui Nai Maloom Kay Ghar Kaisa Hai ,
---***---
Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam.
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ..
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki..
Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha.
---***---
Chalo Tum hi muhabbat ki ibtida kardo
nafraton kay is dour mein wafa kardo
muhey louta do 1 baar mera dil
ya khud ko meri saanson mein faana kardo
---***---
Teri Wafa Ko Humne Bhulaya Kab Tha
Din Judai Ka Dilse Mitaya Kab Tha
Wo Dil Laga Ker Bhool Jana Teri Aadat Thi
Humne Tere siwa Kisi aur ko chaha kab tha
---***---
o hum pe guzri hai kabi tum par bi guzre.
tum ko bi yad ayen beti batain jana.
---***---
Jo Hum Mehsoos Kerte Hyn
Agar Tum Tak Pohanch Jaye
Tou bas Itna Samajh Lena
Ye Un Jazbo’n Ki Khusbuu Hy
Jinhai’n Hum Keh Nahi Sakte
Magar Tum Jo Ijazat Do
Tou Chand Lafzo’n Main Keh Doon
K Tu Bin Jee Nahi Sakte …
K Tu Bin Jee Nahi Sakte …
---***---
Jo Manzar Ek Bar Guzar Jate Hain Nigah Se
Phir Dhoondti Aankhoon Mein Wo Manzar Nahi Aate
Khuch Log Kisi Baat Per Ate Nahi Hain Yaad
Khuch Log Kisi Tor Bhulaye Nahi Jate
---***---
Main Bojh Ban jaonga ek din Apne He DoStOn Pe..,
*~wassi~*
Kaandhey Badal Rahey Honge Wo
Hr Do Qadam K Baad..
---***---
Kuch Sitare Teri Palkon Pe Bhi Roshan Honge…
Kuch Rulaye Ga Mujhe Bhi Tera Ghum Eid Ke Din…
Dekha Eid Ka Chand To Mangi Ye Dua Rab Se…
De, De Tera Saath Eid Ka Tohfa Samajh Ke…
---***---
Mujhse Kehti Hai Tere Saath Rahon ge Sada
Bohat Pyar Kerti Hai Mujhse Udasi Meri
---***---
Tum se roz milne ko dil chahta hai…
kuch sunne kuch sunane ko dil chahta hai…
Tha ap k mananai ka andaz aisa…
Roz ruth janai ko dil chahta hai…
---***---
Ik Yehi Pehchan Kafi Hai Meri Pahchan K Liya..
Jo Rasta Aam Hojay Us Se Bacch Kar Chala Kartay Haiiin.
---***---
Bana Gulab Tu Kaantay Chubha Gaya Aik Shakhs
Howa Charagh Tu Gher Hi Jala Gaya Aik Shakhs
Tamaam Rang Meray Aur Saaray Khwab Meray
Fasana Thay Ya Fasana Bana Gaya Aik Shakhs
Main Kis Hawa Main Uron Kis Faza Main Lehra’on
Dukhon K Jaal Her So Bicha Gaya Aik Shakhs
Palat Sekon Na Hi Aagay Berh Sekon Jis Per
Mujhay Yeh Konsay Raastay Per Laga Gaya Aik Shakhs
Muhabbatain Bhi Ajab Uski Nafratain Bhi Kamaal
Meri Hi Tarah Ka Mujh Main Sama Gaya Aik Shakhs
Muhabbatoon Ne Kisi Ki Bhula Rakha Tha Usay
Milay Woh Zakhm K Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs
Woh Maahtaab Tha Marham Badast Aaya Tha
Mager Kuch Aur Siwa Dil Dukha Gaya Aik Shakhs
Khula Yeh Raaz K Aayeena Khana Hai Dunya
Aur Is Main Mujh Ko Tamashaa Bana Gaya Aik Shakh

Kitne sadiyan guzre o Rabba
Wo nahi aayi wo Na hi aayi
Us ke bin kitni tanha rahi mai
Tanhaiyoun mein mitt ta gaya mai
Kitne sadiyan us ke intezaar mein guzaare
Per Wo nahi aayi wo nahi aayi
---***---
Wo nahi aayi wo Na hi aayi
Us ke bin kitni tanha rahi mai
Tanhaiyoun mein mitt ta gaya mai
Kitne sadiyan us ke intezaar mein guzaare
Per Wo nahi aayi wo nahi aayi
---***---
0 Comments