Header Ads Widget

Sad Alone Poetry In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Sad Alone Poetry In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk

Kal raat tanhaa chand ko dekha tha mene khawb mein,
Mohsin, mujhe raas aaye gi shayed sada’aa awaargi…
---***---
Meri tanhaaiyon se aa ke Abid koi to puchey,
Kabhi jab chand pura ho, samandar cheekhta kyun hai..
---***---
Sanaatton ko choom rahi hain awaazen shehnayi ki,
Chupke chupke chaat rahi hai aag mujhe tanhaayi ki..
---***---
Pucho to aik aik hai tanhaa sulagg raha,
Dekho to sheher sheher hai melaa laga hua..
---***---
Phir wohi raat, wohi hum, wohi tanhaai hai,
Phir har ik chott mohabbat ki ubhar aayi hai..
---***---
Meri tanhayi ko mera shoq mat samajhna,
Bohat pyar se diya hai yeh tohfa kisi ne..
---***---
Wo be’kaifi ka aalam hai ke dil ye chahta hai,
Kahin roposh ho jaun achanak khamoshi se..
---***---
Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed Me
Kartey Hain Basar Raat Main Aur Meri Tanhai
Saanson Ka Kya Bharosa Kab Chod Jain Saath
Laikin Rahainge Saath, Main Aur Meri Tanhai
Aaye Na Tumhe Yaad Kabhi Bhul Kar Bhi Hum
Kartey Hain Tumhe Yaad Main Aur Meri Tanhai
Aa Ke Paas Kyon Door Ho Gaye ???? Hum Se
Kartey Hain Teri Talash Main Aur Meri Tanhai
Tum Ko Rakhain Gay Saath Zeenat Bana Ke Ghar Ki
Reh Jain Phir Na Tanha Main Aur Meri Tanhai
---***---
Main hun Meri Tanhai ha,
Or Hijr ki Raat Wahi ha,
Go Khatm Hua Dil ki Dunya me Sab,
Par Tere Aane ki Aas Wahi ha,
Muddat hui Teri Deed ko Ankhen Taras Gai,
Aa Dekh Teri Deed ki Pyas wahi ha,
Gar Kuch Nahi ha Pas Mere to Kia Gham Saim,
Jeene ko Teri Yaad ka Ehsas Wahi ha…
---***---
:..<"TENHAI">.:
Har RAAT
Gham-e-Tanhai
Har SHAAM uski yaad ai
Lakh usey bhulana chaha
Us se barh kar uski YAAD ai
Us se koi UMEED b wabasta
nahi
Is DUKH se meri Aankh Bhar
aai
Logon ne pocha ASHKON ka
sabab?
Bus Mujhe kehna para?!!
SIRF
__<"TENHAI">__
---***---
Tanha Tanha Lagta Hai, Aadhi Raat Ka “Pura Chand”,
Dil Se Baatein Karta Hai, Aadhi Raat Ka “Pura Chand”,
Uskay Pyaar Mein Khoye Hum, Uski Khatir Roye HUm,
Dekh K Aksar Hansta Hai, Aadhi Raat Ka “Pura Chand”,
Sach Yeh Hai K Paraya Hai, Phir Bhi Dil Ko Bhaya Hai,
Baat Meri Kab Sunta Hai, Aadhi Raat Ka “Pura Chand”,
Ik Din Thi Tanhai Buhat, Yaad Tumhari Aayi Buhat,
Bilkul Tumsa Lagta Hai, Aadhi Raat Ka “Pura Chand”…..!!,
---***---
Tanhayi Ki Yeh Kuch Aisi Ajab Raat Hai
Tujhse Judi Hui Har Yaad Mere Saath Hai
Kis Kadar Ki Thi Mohabbat Humne Tumse
Soch Kar Hui Aaj Ashqon Se Mulaqaat Hai
Kaisa Junoon Tha Us Ishq Mein Dil Ro Aya
Machal Utha Phir Se Har Woh Jazbaat Hai
Tu Mujhko Bewafa Keh Gaya Najane Kyo
Gar Chahna Bewafayi Hai , To Bewafayi Ki Raat Hai
Tadap Raha Hai Tanha Chand Bina Chandni K
Is Andheri Raat Mein Aaj Kuch Aur Hi Baat Hai
Yu Aye Zindagi Mujhe Akela Chordh Diya Tune
Ke Kafan Odh Rahi Mujh Par Aaj Yeh Raat Hai
---***---
Tanha Tanha Hum Ro Lengay, Mehfil Mehfil Gayengay,
Jab Tak Aansoo Paas Rahengay, Tab Tak Geet Sunayengay !
Tum Jo Socho Woh Tum Jaano, Hum To Apni Kehtay Hain,
Dher Na Karna Ghar Jaanay Mein, Varna Ghar Kho Jayengay!
Bachon Kay Chotay Haathon Ko, Chaand Sitaray Choonay Do,
Chaar Kitabain Pad Kar Woh Bhi, Ham Jaisay Ho Jayengay !
Kin Rahon Say Door Hai Manzil, Kaun Sa Rasta Aasan Hai,
Hum Jab Thak Kar Ruk Jayengay, Auron Ko Samjayengay !
Achi Soorat Vaalay Saray, Pathar-Dil Ho Mumkin Hai,
Hum To Us Din Raay Dengay, Jis Din Dokha Khayengay !
Tanha Tanha Hum Ro Lengay, Mehfil Mehfil Gayengay,
Jab Tak Aansoo Paas Rahengay, Tab Tak Geet Sunayengay !
---***---
Tumhein maloom bhi hai main tanha jee nahin sakta,
Meri aadat badalne tak to mere saath ruk jao..
---***---
Shayed kisi muqaam par main kaam aa sakoon,
Mujh ko bhi sath lijiye tanhaa na jayiye..
---***---
Jinn Ke Paas Hoti Hain Umer Bhar Ki Yadain,
Woh Log Tanhai Mein Bhi Tanha Nahi Hotay..
---***---
Sau baar chaman mehka, sau baar bahaar ayi,
Duniyaa ki wohi ronaq, dil ki wohi tanhayi..
---***---
Bataaon tumhe kahaani udaas logon ki,
Kabhi ghaur karna yeh hanstey bohat hain..
---***---
Koi veerani si veerani hai,
Dasht* ko dekh ke ghar yad aya..
---***---
Ehsaas nahin tha ke tanhaa hoon mein aaj kal,
Tu ne sawaal chairr kar achaa naheen kiya..
---***---
Tum paas naheen ho to ajjab haal hai dil kaa,
Yoon jese main kuch rakh ke kahin bhool gayi hoon..
---***---
Mein tanhaa tha magar itnaa nahin tha,
Meri tanhai mukammal tere aaney se hui..
---***---
Ajab paheliyan hain hathon ki lakeeron mein,
Safar hi safar likha hai hamsafar koi nahin..
---***---
Teri dastak ke muntazir muddat se,
Deemak, darwaazey, tanhai aur mein.
---***---

Khud’gharzz hota to hajoom hota sath,
Mukhliss hoon to isi liye tanhaa hoon..
---***---
Log tanhaai se dar ke janglon main aa gaye,
Sheher ki galiyon mein ab ke aesa sanaatta hua..
---***---
Kya jaaniye ke itni udaasi thi raat kyon,
Mehtaab* apni qabar ka pathar laga mujhe..
---***---
Bahaar aa ke bohat sheher-e-jaan mein pachtaayi,
Mere badan mein bassi thi hizaan ki tanhayi..

Post a Comment

0 Comments