Header Ads Widget

New Sad Poetry In Urdu Sad Poetry in Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

New Sad Poetry In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk
Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai

Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai

Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye
Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai
Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo
Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai

Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein
Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai
---***---
Gham Ke Andheroun Main
 Hum hain khamosh to khamosh hi rehne do
Koi aahat koi dharkan hamain aawaz na de
Hum ne ahsas ko aankho main bha dala he
Ab ye halat ki uljhan hamain aawaz na de
Khoya rehne do hamain gham ke andheroun main younhi
Zaid chandni raat ki dulhan hamain aawaz na de
---***---
TanHa Lamhay -
Mein raat bhaar rota raha
Khuli ankhon sotta raha
Nikalte ansoon se mein
Apna taan yoon hi bhigota raha

Ek ek ansoo kutch kehta raha
Diye us dard ko mein
Raat raat bhaar sehta raha

Badi shiddat se chaha tha tujhko
Kutch jhoote sapne mein sujota raha
Tere pyaar mein apni jindagi
Ko Mein yoon hi pirota raha

Teri hansi ko apni hansi banata raha
Tere dard ko mein apnata raha
Tere pyaar ki ek umeed ko
Sapno mein sajatta raha

Mila to sirf tanhai ka aalam
Mein dil ko jhoote sapne dikhata raha
Tu aayegi mujhe manane
Mein is dil ko sunata raha

Toot ke bikhaar chukka hoon ab
Tere diye jhakkam sehlata raha
Tu meri nahi rahi ab
Is dil ko yahi yakeen dilata raha,,
---***---
Aae Khuda Karde Us Shaks Ke -
Aae khuda karde us shaks ke hawale mujhko,
Ke apne seene se wo ek baar laga le mujhko,

Bikhar gai hun mein toot kar kai tukroon mein,
De usse taufeeq ke aake sambhale mujhko,

Ya tu uska saath aata kar mujhko umr bhar ke liye,
Ya tu chup chap apne paas bula le mujhko.
---***---
Na Neend Arahi Hai Na Sukoon -
Na neend arahi hai, na sukoon hai mera koi,
Na palkhain jhuk rahi hai, na chain hai mera koi,

Yaad-e-yaar ne kia hai, kaisa shab bedaar mujhe,
Na hai Rab ki ibadat koi, na hai deedar-e-yaar koi,

Kuch is ada se kia hai qaid, dil mera us shakhs ne,
Na hai usey chahat meri, na meri chahat ki usey khabar koi,

Naqsh aisey huwa hai, ankhon mai mahbub mera,
Na nazron se wo hat'ta hai, na hota hai aur manzar koi,

Shauq-e-wisl-o-deed-e-yaar, hai ZauQ ka, parwan char raha,
Na hai aur dil nasheen koi, na hai uske siwa chahat koi!
---***---
Aainaa-e-khuloos-o-wafaa -
Aaiinaa-e-khuloos-o-wafaa chuur ho gaye
jitne chiraaGh-e-noor the, benoor ho gaye

maaloom ye huvaa ke wo raste ka saath thaa
manzil kareeb aayii to ham duur aa gaye

manzoor kab thii hamko watan se ye duuriyaaN
haalaat ki jafaaoN se majbuur ho gaye

kuch aa gayii ham ahl-e-wafaa meiN bhi tamkanat
kuch wo bhii apne husn pe maGhruur ho gaye

chaaraGaroN ki aisii inaayat huvii Hafeez
ke jo zakhm bhar chale the wo naasuur ho gaye
---***---
Jab Bhi Kisi Ko Dar Badar Daikhty Hain -
Jab bhi kisi ko dar-badar daikhty hain.
Kuch waqt ko apna hi manzar daikhty hain.

Un lamhon main hamen maazi yaad aa jata hai,
Ujarrta hua jab bhi koi naya ghar daikhty hain.

Darakhton k saay main jahan sath baitha karty they,
Unhi raahon par,mujhy tanha ab shajar daikhty hain.

Apny hi iraadon sey naadim ho jaty hain wo loag,
Jo bicharrny ki baat to lamhon main,magar raah umar bhar daikhty hain.

Qabar par bhi ik phool tak na gira un k hath sey"BABIR"
Marny k baad bhi,hamara wo sabar daikhty hain.
---***---
Chubhti Hai Tanhai -
Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon si sulagti hai Tanhai

Koi aa kar hum dono ko hansa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhai

Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha
Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai

Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhai

Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai
---***---
Mohabbat Rog Hoti Hai Kaha Bhi Tha
Rula Kar Khud Bhi Roti Hai Kaha Bhi Tha
Kinaare Ke Kareeb Le Jaa Kar
Ye Kashti Ko Duboti Hai Kaha Bhi Tha
Ise TuM Dilki Dharti Ka Pata Mat Do
Ye Is Mein Dard Boti Hai Kaha Bhi Tha
Mohabbat Mein Khushi Ke Baad GaM Ki Rutt
Bahut Nazdeek Hoti Hai Kaha Bhi Tha
Loota Kar Dilko, Rone Se Bhi Kya Haasil
Bahut Nayaab Moti Hai Kaha Bhi Tha
Shuro Se Iski Fitrat Hai ZaMane Ko
Jaga Kar Khud Ye Soti Hai Kaha Bhi Tha
Ye Sar Se Paaon Tak Pas Raakh Kar Degi
Bahut Bedard Hoti Hai Kaha Bhi Tha

Post a Comment

0 Comments