Header Ads Widget

Most Sad Poetry In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Most Sad Poetry In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk

Meray Haath Main Jo Gulab Thay
Woh Gulaab saare bikher gaye…….
Meri aankh main woh jo khuwaab thay…..
Woh hi khuwaab mere ujarr gaye…..
Jisey main ne maanga tha baar-ha……
Woh hi shakhs mujh se bicharr gaya…..
Mera humsafar mujhe chorr ker…..
Kisi aur simt chala gaya….
Jisey saath dena tha umar bhar…..
Woh to do qadam bhi na chal saka……!!
---***---
Aandhi Me Diyaa
Aabla’paa koi is dashte me aaya hoga,
Varna Aandhi me diya kis ne jalaya hoga.

Zarre zarre pe saje hongy kunvare sajdy,
Eik Eik butt ko khuda usne bnaya hoga.

Piyas jalte hoe kanton ki Bujhai hogi,
Riste pani ko hatheli Pe Sajaya hoga.

Mil gya hoga agr koi Sunehra pathar,
Apna tota hua dil Yad tou Aaya hoga.

Khoon k chentey kahen ponch na ly rehron se,
Kisne Veraney ko Gulzaar banaya hoga.
---***---
Ik Shakhs Ko Chaha T
Ik Shakhs Ko Chaha Tha Apno Ki Tarah Hum Ne
Ik Shakhs Ko Rakha Tha Taron Ki Tarah Hum Ne
Wo Shakhs Qayamat Tha Kaya Baat Karu Us Ki
Ik Shakhs Ko Mana Tha Khushboo Ki Tarah Hum Ne
Din Us Ke Liye Payda The Thee Us K Liye Ratein
Kab Milta Tha Wo Kisi Se Wo Bus Hum Hi Theen Mulakatein
Ik Din Wo Shakhs Hum Ko Apno Ki Tarah Bhoola
Phoolon Ki Tarah Bikhra. Taron Ki Tarah Toota
Phir Tum Kiyun Yun Chonkey Ho?
Kab Zikr Tumhara Hai?
Kab Tum Se Khawahish Hai?
Kab Tum Se Umeedein Hai?
Kab Tum Se Tamanna Hai?
Kab Tum Se Taqaza Hai?
Ik Taaza Haqayat Hai Sun Lo To Inayat Hai
Ik Shakhs Ko Chaha Tha
---***---
Hum Bhi Zinda Hain
hum bhi zinda hain saqi kisi chahne wale ki waja se..
warna do gazz zamin to kahen bhi mil jati hai…
---***---
Janaza Mera Uth Raha
Janaza Mera Uth Raha Tha,
Phir B Takleef Thi Unko Aanay Mai,

Bewafa Masjid Mai Baithay Poch Rahay Thay,
Aur kitni Dair Hai khanay Mai.
---***---
Ro Ro Kay Pocha
Ro Ro kay pocha mujh sy marey Aansoun nay
tu apni kismat main aur kitney Gham Rakhta hai
---***---
Pyaar Mitta Nahi,
Mitane Ke Kabil Bana Deta Hai.

Pyaar Marta Nahi,
Marne Ke Kabil Bana Daeta Hai.

Dil De Kar Jante Hai Log Ek Baat Jo Purani Hai
Kahte Jisko Ishq Wo Zeher Ka Paani Hai
---***---
Khud Rooth’tay Ho Zra C Baat
Khud rooth’tay ho zra c baat per magar
Koyi roothay to usay manaaya bhi karo
Aur ki ghalati per hai teri nigah-e-tanqeed
Apnay kisi aitraaf per nigah jhukaaya bhi karo!!!
---***---
Ajeeb Shaks Tha Kaisa Mijaz Tha
ajeeb shaks tha kaisa mizaj rakhta tha
sath rah kar bhi ikhtilaf rakhta tha

mai kiu na dad du us kay fun ki
mre hr swal ka phly hi jwab rakhta tha

wo to roshnio ka basi tha mgr
meri andher nagri ka bara hi khyal rkta tha

MOHABAT to thi ussy ksi or se shyd
hum se to u hi hansi mazak rakhta tha!!!
---***---
Pee Hay Sharaab Har
Pee hAy sharaaB har Gali hAr dukan se,
Ek dosti se ho gaye hay sharaaB k jaam se,

Guzray hAin hum ishQ main kuch aisAy muQaam se,
k nafrat se ho gaye hay MOHABAT K naam se.
---***---
Unke Husn Ke Charche
Unke husn ke charche logo se suna karte hai,
mehfil me unke aane ke bahane dhunda karte hai,
deedar jo unka hua to hum bhi ho gaye kayal,
ab is bemishal husn ko bayan karne k alfaz dhunda karte hai.
---***---
Tujh Ko Khabar Nhi
tujhe yaad karty hain yar pal
tujhe he apne khayalon main
tashkeel kerty hain…
tere he khawab bunte hain…
zindagi ki safar main
tujhe he apna humsafar mante hain
inn Un dekhi Rahon main tuhge he
meherban paate hain
kia tujhe nhi malom ?
keh tum he meri Zindagi ho… !!!
---***---
Usoolon Pe Jo Aanch Aaye To Takraana Zaroori Hai
Agar zinda hain to zinda nazar aana zaroori hai

Nayi umro ki khudmukhtaariyon (arrogance) ko kaun samjhaaye
Kahan se bach ke chalna hai kahan jaana zaroori hai

Thake haare parinde jab basere ke liye lautein
Saleeka mand saakhon ka lachak jaana zaroori hai.

Saleeka hi nahin shaayad use mahsoos karne ka
Jo kehta hai khuda hai to nazar aana zaroori hai

Mere hothon pe apni pyaas rakha do aur phir socho
Ki iske baad bhi is duniya mein kuchh paana zaroori ha
---***---
Meri Deewangi Ko Galat Na Samajhna
maine chaha hai tumhe hadh se badhkar ,
meri zindagi se kabhi dur na jana,
maine paya hai tumhe kismat ki lakeeron se ladhkar
---***---
Kante Meri Anaa K Mujhe Rokte Rahe,
Main Us Ki Gali se Ban K Dewana Guzar Gaya,
Main Wo Shakhs Tha Jo Hiqarat Ki Aankh Se,
Darya Ko Dekhta Huwa Piyasa Guzar Gaya…
---***---
Teri Yadoon Ka Kinaara Koi
Kaisay Milta Hai Sahara Koi
Tujhko Kho Kar Koi Umeed Nahi
Na Hai Hathon Me Sitara Koi
Meray Dil Ko Qarar Hi Ajaaey
Jatay Jatay Dai Do Ishara Koi
Kaisay Yeh Dil Kisi K Nam Karu
Dil Me Hai Jaan Se Pyara Koi
Suno Ab Zeest Yuh Hi Karni Hai
Nahi Iskay Siwa Chara Koi

Post a Comment

0 Comments