Header Ads Widget

Great Poetry In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Great Poetry In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk
Bichra Hai Jo Ik Baar To Milte Nahi Dekha
Is Zakham Ko Ham Ne Kabhi Silte Nahi Dekha
Ik Baar Jise Chaat Gai Dhoop Ki Khuahish
Phir Shakh Pe Is Phool Ko Khilte Nahi Dekha

Yak_Lakht Gira Hai To Jarain Tak Nikal Aain
Jis Peir Ko Aandhi Mein Bhi Hilte Nahi Dekha
Kanton Me Ghire Phool Ko Choom Aaye Gi Lekin
Titli Ko Paron Ko Kabhi Chilte Nahi Dekha

Kis Tarah Meri Rooh Ko Hari Kar Gaya Aakhir
Wo Zehar Jise Jism Me Khilte Nahi Dekha
---***---  
Badban Khulne Se Pehle Ka Ishara Dekhna,
Mein Samandar Dekhti Hun, Tum Kinara Dekhna
Yun To Bicharna Bhi Bohat Aasaan Na Tha, Us Se Mager,
Jate Jate Us Ka Wo Mur Kar Dobara Dekhna

Kis Shabahat Ko Liye Aaya Hai Darwaze Pe Chand
Aye Shab-e-Hijran Dara Apna Sitara Dekhna
Aaine Ki Aankh Hi Kuch Kam Na Thi Mere Liye
Jane Ab Kia Kia Dikhaye Ga Tumhara Dekhna
---***---
Ye Barish Khoobsorat Hai,
Ik Arsy Baad,
Meri Rooh Mein
Seraab Hone Ki Tamanna Jag Uthi,
Mager Badal Ke Raste Mein
Bohat Pair Aate Hain,
Mein Pal Bhar Ke Liye Sadaab Hoon,
Aur Apni Baqi Umer,
Phir Sehraon Mein Katoon?
Mein Apni Piyaas Par Razi Rahon Gi,
Mere Aansu Meri Kafalat Ke Liye Kafi Rahein Ge…
---***---
Hamain Bujha De, Hamari Anaa Ko Qatal Na Kar..!
Ke Be-Zarar Hi Sahi, Be-Zameer Ham bhi Nahi…!
---***---
Ajab Rasam Hai Carah Garon Ki Mehfil Ki,
Laga Ke Zakhm, Namak Se Misaj Karte Hain...

Ghareeb Shahar Tarasta Hai ik Nawale Ko,
Ameer Shehar Ke Kutte Bhi Raaj Karte Hain...!
---***---
Tarapte hain na roote hain, na hum faryad karte hain,
Sanam ki yaad me har dam khuda ko yaad karte hain,

Unhin ke ishq me hum naala-o-faryaad karte hain,
Elaahi dekhiye kis din hame wo yaad karte hain...

Shab-e-faraaq me kia kia saanp lehraate hain seene pe,
Tumhari kakul-e-peechan ko jab hum yaad karte hain...
---***---

Yeh Mohabbat bhi hai kia Rog 'Faraz',
Jisko bhoolay wo sada yaad aaya...!
---***---
Me jo mehka toh meri shakh jala di uss ne,
Sabz mausam me mujhe zard hawa di uss ne...

pehle ik lamhe ki zanjeer me bandha mujh ko,
Aur phir Waqt ki raftar barha di uss ne...

Jaanta tha ke mujhe maut sakoon bkhshe gi,
woh sitamgar tha so jeene ki duaa di uss ne...

Uss ke hone se thiin saanse meri dugni shayad,
Woh jo bichra toh meri umar ghata di uss ne....!
---***---
Ghurbat ne mere bachoon ko Tehzeeb seekha di,
Sehme hue rehte hain Sharaarat nahi Karte......!
---***---
Barbad Kar Geya Wo Zindagi Pyar K Nam Se
Bewafai Mili Sirf Wafa K Nam Se

Zakhm He Zakhm Diay Usne DawaK Nam Se
Khud Bi Ro Para Wo Meri Mohabat Ke Anjam Se
---***---
safar e manzil e shab yad nahi
log rukhsat hue kab yad nahi

awwalin qurb ki sarshari me
kitne arman thay jo ab yad nahi
---***---
main dil pe jabar karun ga, tujhe bhula dun ga
marun ga khud bhi tujhe bhi kari saza dun ga

ye teergi mere ghar ka he kiun muqaddar ho
main tere sheher ke sare diye bujha dun ga
---***---
Barey shouk
se utre they hum
samandar-e-ishq main
a dil
ek laher ne aisa duboya abb
tak kinaara na mila
---***---
Sukhay patoon ki tarah thehray
hain hum to
*m0hSin*
Kisi nay sameta bhi humay toh
Jalny k liye..!
---***---
Udas main tha
sara sheher rone laga,
AAj mera sanum
ksi or ka hone
laga,
mera chain
khony laga mjy DARD sa hone
laga,
JO MERA
humdard tha
yaroo woh ksi or ka hone laga,
WAFA KA PAIKAR
tha sanum mera,
jany kiun bewafa hony laga
---***---
Bewaffaon Ki Mehfil Lage Ge Ajj ....
Waqt Par Aa Jana Mehman-E-Khas Ho Tum ....
---***---
Utha kr phool
ki patti usne bari nazakt sy masel dali !

! GHALIB !

! Isharon isharon sy keh diya k hum dil ka b ye
haal karty hain.
---***---
Na Kiya Kr Apne Dard-e-Dil Ko Shayri Me Bayan..!

“GHALIB”

“Log Aur Toot Jate Hen, Har Lafz Ko Apni Dastaan
Samjh Kar…
---***---
Kitnay Sitam
Karo Gy is
Totay Howy Dill
Par...

Thak kar
Batana Zaroor
Mera Juram kia
Tha.?????
---***---
Apne Asman Se Meri Zameen Dekh Lo
Tum Khwab Aaj Koi Hasin Dekh Lo
Aazmana Hai Agar Aitbar Ko Mere
To Ek Jhut Tum Bolo aur
Mera Yaqeen Dekh Lo
---***--- 
Ek Ajnabi Se Hamein MOHABBAT Hogayi Hai
Ye Zindagi Hamari Mukammal Hogayi Hai

Sochte Hain WoChehra Kaisa Hoga
Jis Se Hamein CHAHAT Hogayi Hai

Jab Leti Hoon Naam,Ye Saansein Mehek Uthti Hain
Ab Ye Saansein Bhi Meri Us Ki Hogayi Hain

Us Ka Yun Rooz Meri Neendon Mein Chale Aana
Mere Sapnon Ki Duniya Ab Roshan Hogayi Hai

Dhadak Uthta Hai Dil Jab Mehsoos Karti Hain Aankhein
Aisa Lagta Hai Ye Dhadkan Bhi Us Ke Naam Hogayi Hai

Usee Hi Sochte Sochte Guzarti Hai Ab Ye Ratein Meri
Meri Ratein Bhi Ab Mere Sanam Ke Hawale Hogayi Hain

Post a Comment

0 Comments