Header Ads Widget

Ahmad Faraz Urdu Sad Shayari – Usay Kia Farq Parta Hai


Hawa bun kar bikharne se, usay kia farq parta hai
Mere jeene ya marne se, usay kia farq parta hai
usay to apni khushion se zara fursat nahi milti
Mere ghamk ubharne se, usay kia farq parta hai
Faraz' us shakhs ki yadon may tum rote raho lakin
Tumhare aisa karne se, usay kia farq parta hai

Post a Comment

0 Comments