All the five couplets on the right are well-known across the sub-continent. They are often quoted during conversations.
But few are aware that these are all ash'aar of Mast Kalkattvi, a unique Urdu poet of Kolkata.
The poet is hardly remembered. 'Mast' is not mentioned in magazines and papers in Calcutta [Kolkata] either.
मुद्दई लाख बुरा चाहे तो क्या होता है
वही होता है जो मंजूर-ए-खुदा होता है
सुर्खरू होता है इंसान ठोकरें खाने के बाद
रंग लाती है हिना पत्थर पे पिस जाने के बाद
वो फूल सर चढ़ा जो चमन से निकल गया
इज्ज़त उसे मिली जो वतन से निकल गया
हकीक़त छुप नहीं सकती बनावट के उसूलों से
कि खुश्बू आ नहीं सकती कभी काग़ज़ के फूलों से
मिटा दे अपनी हस्ती को गर कुछ मर्तबा चाहे
कि दाना ख़ाक में मिल कर गुल-ओ-गुलज़ार होता है
मस्त कलकत्तवी
Read the couplets in Roman English script:
muddaii laakh buraa chaahe to kyaa hotaa hai
vahii hotaa hai jo manzuur-e-Khudaa hotaa hai
surkhruu hotaa hai insaaN ThokareN khaane ke baad
rang laatii hai hinaa patthar pe pis jaane ke baad
voh phuul sar chaRhaa jo chaman se nikal gayaa
izzat use milii jo vatan se nikal gayaa
haqiiqat chhup nahiiN saktii banaavaT ke usuuloN se
ki Khushbuu aa nahiiN saktii kabhii kaaGhaz ke phuuloN se
miTaa de apnii hastii ko gar kuchh martabaa chaahe
ki daana Khaak meN mil kar gul-o-gulzaar hotaa hai
Mast Kalkattavi

0 Comments